Gehre Pyaar Se Tune Pyaar Kiya

Gehre Pyaar Se Tune Pyaar Kiya

Hindi

गहरे प्यार से तूने प्यार किया
माँ से गहरा है प्यार तेरा
तू धन्य है, सर्वश्रेष्ठ है
तेरे जैसा नहीं और कोई
हाल्लेलुयाह हाल्लेलुयाह
हाल्लेलुयाह हाल्लेलुयाह

तुझे मैं कभी भूलूंगा नहीं
तेरे साथ-साथ मैं चलूँगा
एक नूर के समान रहूँगा
तू धन्य है…
तेरी मर्ज़ी से मैं सदा चलूँ
तेरे साथ-साथ मैं चलूँगा
एक नूर के समान रहूँगा
तू धन्य है

तुझे मैं कभी छोड़ूंगा नहीं
तेरे साथ-साथ मैं चलूँगा
एक नूर के समान रहूँगा
तू धन्य है…

Gehre Pyaar Se Tune Pyaar Kiya

English

Gehre Pyaar Se Tune Pyaar Kiya
Maa Se Gehra Hai Pyaar Tera
Tu Dhanya Hai, Sarvashreshth Hai
Tere Jaisa Nahi Aur Koi
Hallelujah Hallelujah
Hallelujah Hallelujah

Tujhe Main Kabhi Bhoolunga Nahi
Tere Saath-Saath Main Chalunga
Ek Noor Ke Samaan Rahoonga
Tu Dhanya Hai…
Teri Marzi Se Main Sada Chalu
Tere Saath-Saath Main Chalunga
Ek Noor Ke Samaan Rahoonga
Tu Dhanya Hai

Tujhe Main Kabhi Chhodunga Nahi
Tere Saath-Saath Main Chalunga
Ek Noor Ke Samaan Rahoonga
Tu Dhanya Hai…

Gehre Pyaar Se Tune Pyaar Kiya Video

Next on Your List

Huzuri Teri Hindi Song Lyrics

Huzuri Teri

Bojh Sabke Gunah Ka Uthakar Song Lyrics

Bojh Sabke Gunaah Ka Uthakar

Aur Pyaar Aur Saamarth Song Lyrics

Aur Pyaar Aur Saamarth

Yeshu Mera Haath Na Chhodega Song Lyrics

Yeshu Mera Haath Na Chhodega

Pyaasa Hai Ye Jeevan Mera Song Lyrics

Pyaasa Hai Ye Jeevan Mera

Tu Aaja Re Song Lyrics

Tu Aaja Re Lyrics