Main Aankhen Apni

Main Aankhen Apni

Hindi

मैं आंखें अपनी, पर्वत की ओर उठाऊंगा
मुझको है पता सहायता वहीं से पाऊंगा

नीचे धरती ऊपर आस्मां बनाया
परमेश्वर है वो उसके गुण गाऊंगा

फिसलें ना कभी कदम राहों में
इसीलिए ना सोता दिन रातों में

इजरायल का है वो रखवाला
ऊंघेगा ना वो सोयेगा

कष्टों से येशू मुझे बचाएगा
रक्षक बनकर प्राण संभालेगा

बाहर जाओ या अंदर आओ
वो ही हमेशा रक्षक होगा

Main Aankhen Apni

English

Main Aankhen Apni, Parvat Ki Aur Uthaunga
Mujhko Hai Pata Sahayata Wahi Se Paunga

Neeche Dharti Upar Aasmaan Banaya
Parmeshwar Hai Wo Uske Gun Gaunga

Fislen Na Kabhi Kadam Raahon Mein
Isiliye Na Sota Din Raaton Mein

Izraayal Ka Hai Wo Rakhwala
Oonghega Na Wo Soyega

Kashton Se Yeshu Mujhe Bachayega
Rakshak Bankar Praan Sambhalega

Bahar Jao Ya Andar Aao
Wo Hi Hamesha Rakshak Hoga

Main Aankhen Apni Video

Next on Your List

Tootkar Bikharne Na Dega Mujhe Song Lyrics

Tootkar Bikharne Na Dega

Mein Gaaoon Hallelujah Hindi Song Lyrics

Main Gaaoon Hallelujah

Gehre Pyaar Se Tune Pyaar Kiya Song Lyrics

Gehre Pyaar Se Tune Pyaar Kiya

Sajda Karu Song Lyrics

Tu Hi Marg Hai – Sajda Karun

Mere Jeevan Ka Maksad Song Lyrics

Mere Jeevan Ka Maksad

Yeshu Tere Kareeb Aane Se Lyrics

Yeshu Tere Kareeb Aane Se