Tum Dil Mein Aise Bas Gaye

Tum Dil Mein Aise Bas Gaye

Hindi

तुम दिल में ऐसे बस गये,
ज़िंदगी भर के लिए राजा बन गये
जीवन में ऐसा काम कर गये,
पाप मेरे, श्राप मेरे चलते बन गये।

दिल में, जिया में, होठों पे, आँखों में तू है,
दिल में, जिया में, होठों पे, आँखों में तू है।

डर-डर के मैं जो जी रहा था,
डर से मुझको येशू ने खींच निकाला।

ज़ंजीरों में जो जकड़ा हुआ था,
तोड़ कर उनको आज़ाद है किया।

तू ही है, तू ही है, तू ही है राजा, तू ही है।
तू ही है, तू ही है, तू ही है येशू, तू ही है।
तू ही है, तू ही है, तू ही है राजा, तू ही है।
तू ही है, तू ही है, तू ही है येशू, तू ही है।

Tum Dil Mein Aise Bas Gaye

English

Tum Dil Mein Aise Bas Gaye,
Zindagi Bhar Ke Liye Raja Ban Gaye
Jeevan Mein Aisa Kaam Kar Gaye,
Paap Mere, Shraap Mere Chalte Ban Gaye.

Dil Mein, Jiya Mein, Hothon Pe, Aankhon Mein Tu Hai,
Dil Mein, Jiya Mein, Hothon Pe, Aankhon Mein Tu Hai.

Dar-Dar Ke Main Jo Jee Raha Tha,
Dar Se Mujhko Yeshu Ne Kheench Nikaala.

Zanjeeron Mein Jo Jakda Hua Tha,
Tod Kar Unko Azaad Hai Kiya.

Tu Hi Hai, Tu Hi Hai, Tu Hi Hai Raja, Tu Hi Hai.
Tu Hi Hai, Tu Hi Hai, Tu Hi Hai Yeshu, Tu Hi Hai.
Tu Hi Hai, Tu Hi Hai, Tu Hi Hai Raja, Tu Hi Hai.
Tu Hi Hai, Tu Hi Hai, Tu Hi Hai Yeshu, Tu Hi Hai.

Tum Dil Mein Aise Bas Gaye Video

Next on Your List

Aaj Kaa Din Yahovaa Hindi Song Lyrics

Aaj Kaa Din Yahovaa Ne Banaayaa Hai

Mere Paas Hi Rehna Pyare Yeshu Song Lyrics

Mere Paas Hi Rehna Pyare Yeshu

Pray For India Song Lyrics

Pray For India Song Lyrics

Aankhon Ko Band Karlun Song Lyrics

Aankhon Ko Band Karlun

Pyaasa Hai Ye Jeevan Mera Song Lyrics

Pyaasa Hai Ye Jeevan Mera

Bhajle Bhajle Yeshu Ka Naam Song Lyrics

Bhajle Bhajle Yeshu Naam