Parvaton Ko Dekhoonga Main

Parvaton Ko Dekhoonga Main

Hindi

पर्वतो को देखूंगा मैं
पर्वतो को देखूंगा मैं
कौन है मददगार मेरा
कौन है मददगार मेरा
मेरा मददगार खुदा है
मेरा मददगार खुदा है
जिसने ज़मीं और आसमान को बनाया है
जिसने ज़मीं और आसमान को बनाया है
पर्वतो को देखूंगा मैं

वो तेरे पाँव को फिसलने नहीं देगा
वो तेरे पाँव को फिसलने नहीं देगा
खुदावंद है तेरा जागा हुआ
तुझे तन्हा न छोड़ेगा
खुदावंद है तेरा जागा हुआ
तुझे तन्हा न छोड़ेगा
मेरा निगेहबान खुदा है
मेरा निगेहबान खुदा है
जिसने ज़मीं और आसमान को बनाया
जिसने ज़मीं और आसमान को बनाया
पर्वतो को देखूंगा मैं

तेरी जां को बला छू भी न पाएगी
तेरी जां को बला छू भी न पाएगी
न गर्मी चाँद और सूरज की
कभी तुझको जलाएगी
न गर्मी चाँद और सूरज की
कभी तुझको जलाएगी
मेरा साएबान खुदा है
मेरा साएबान खुदा है
जिसने ज़मीं और आसमान को बनाया
जिसने ज़मीं और आसमान को बनाया
पर्वतो को देखूंगा मैं

पर्वतो को देखूंगा मैं
कौन है मददगार मेरा
कौन है मददगार मेरा
मेरा मददगार खुदा है
मेरा मददगार खुदा है
जिसने ज़मीं और आसमान को बनाया है
जिसने ज़मीं और आसमान को बनाया है
पर्वतो को देखूंगा मैं

Parvaton Ko Dekhoonga Main

English

Parvaton Ko Dekhoonga Main
Parvaton Ko Dekhoonga Main
Kaun Hai Madadgaar Mera
Kaun Hai Madadgaar Mera
Mera Madadgaar Khuda Hai
Mera Madadgaar Khuda Hai
Jisne Zameen Aur Aasmaan Ko Banaya Hai
Jisne Zameen Aur Aasmaan Ko Banaya Hai
Parvaton Ko Dekhoonga Main

Woh Tere Paon Ko Phisalne Nahin Dega
Woh Tere Paon Ko Phisalne Nahin Dega
Khudavand Hai Tera Jaaga Hua
Tujhe Tanha Na Chhodega
Khudavand Hai Tera Jaaga Hua
Tujhe Tanha Na Chhodega
Mera Nigehbaan Khuda Hai
Mera Nigehbaan Khuda Hai
Jisne Zameen Aur Aasmaan Ko Banaya
Jisne Zameen Aur Aasmaan Ko Banaya
Parvaton Ko Dekhoonga Main

Teri Jaan Ko Bala Chhoo Bhi Na Payegi
Teri Jaan Ko Bala Chhoo Bhi Na Payegi
Na Garmi Chaand Aur Sooraj Ki
Kabhi Tujhko Jalaayegi
Na Garmi Chaand Aur Sooraj Ki
Kabhi Tujhko Jalaayegi
Mera Saayebaan Khuda Hai
Mera Saayebaan Khuda Hai
Jisne Zameen Aur Aasmaan Ko Banaya
Jisne Zameen Aur Aasmaan Ko Banaya
Parvaton Ko Dekhoonga Main

Parvaton Ko Dekhoonga Main Video

Next on Your List

Tu Hi Rab Hai Song Lyrics

Tu Hi Rab Hai

Uskaa Ek Waadaa Hai Song Lyrics

Uskaa Ek Waadaa Hai Song Lyrics

Anand Hai Anand Hai Song Lyrics

Anand Hai Anand Hai

Chalo Mere Saath Yeshu Ke Ghar Song Lyrics

Chalo Mere Saath Yeshu Ke Ghar

Raja Yeshu Aaye Hain Song Lyrics

Raja Yeshu Aaye Hain

Ebenezer Main Mera Ghar Song Lyrics

Ebenezer | Main Mera Ghar