Dhanyawad Ke Saath

Dhanyawad Ke Saath Hindi Christian worship song expresses gratitude for God’s mercy and abundant blessings. It draws believers into heartfelt worship and thanksgiving before Him.

Dhanyawad Ke Saath

Hindi

धन्यवाद के साथ स्तुति गाऊँगा
हे यीशु मेरे खुदा
उपकार तेरे हैं बेशुमार
कोटि कोटि स्तुति धन्यवाद

योग्यता से बढ़ के दिया है
अपनी दया से तूने मुझे
माँगने से ज़्यादा मिला मुझे
आभारी हूँ प्रभु मैं

तू है सच्चा ज़िन्दा खुदा
तुझ पर ही भरोसा मेरा
सेवा पूरी करके पाऊँ इनाम
प्रभु ऐसा दो वरदान

Dhanyawad Ke Saath

English

Dhanyawad Ke Saath Stuti Gaoonga
Hey Yeeshu Mere Khuda
Upkaar Tere Hain Beshumaar
Koti Koti Stuti Dhanyawad

Yogyata Se Badke Diya Hai
Apni Daya Se Tune Mujhe
Mangne Se Zyaada Mila Mujhe
Aabhaari Hun Prabhu Mai

Tu Hai Sacha Zinda Khuda
Tujh Par Hi Bharosa Mera
Seva Poori Karke Paaoon Inaam
Prabhu Aisa Do Vardaan

Dhanyawad Ke Saath Video

Next on Your List

Tera Anugrah Mere Liye Song

Tera Anugrah Mere Liye

Hum Jaywant Se Hain Badhkar Lyrics

Hum Jaywant Se Hain Badhkar Lyrics

Yeshu Yeshu Mere Man Ko Tu Chu Song Lyrics

Yeshu Yeshu Mere Man Ko Tu Chu

Duniya Ke Kone Kone Mein Song Lyrics

Duniya Ke Kone Kone Mein

Rag Rag Mein Tu Hai Song Lyrics

Rag Rag Mein Tu Hai

Us Kroos Ki Kya Baat Hai Song Lyrics

Us Kroos Ki Kya Baat Hai