Tere Hi Naam Se Aye Prabhu

Tere Hi Naam Se Aye Prabhu

Hindi

तेरे ही नाम से ऐ प्रभु
दीप सदा जलता रहे
जलता रहे जलता रहे
दीप सदा जलता रहे
तेरे ही नाम से ऐ प्रभु

तेरे ही नाम में जीवन है
तेरे ही नाम में है शक्ति
तेरे ही नाम में मेरा विश्वास है
तेरे ही नाम में मेरी ज़िंदगी
पावन आत्मा से भरे
दीप सदा जलता रहे
जलता रहे जलता रहे
दीप सदा जलता रहे

तेरे ही नाम से ऐ प्रभु

येशु के हम गीत गायेंगे
उसके वचन को निभायेंगे
राहों में कांटे
चाहे बिछे हों
रुकें नहीं चलते रहें
आंधी या तूफ़ान में
दीप सदा जलता रहे
जलता रहे जलता रहे
दीप सदा जलता रहे

तेरे ही नाम से ऐ प्रभु

Tere Hi Naam Se Aye Prabhu

English

Tere Hi Naam Se Aye Prabhu
Deep Sadaa Jalta Rahe
Jalta Rahe Jalta Rahe
Deep Sadaa Jalta Rahe
Tere Hi Naam Se Aye Prabhu

Tere Hi Naam Mein Jeevan Hai
Tere Hi Naam Mein Hai Shakti
Tere Hi Naam Mein Mera Vishvaas Hai
Tere Hi Naam Mein Meri Zindagi
Paavan Aatma Se Bhare
Deep Sadaa Jalta Rahe
Jalta Rahe Jalta Rahe
Deep Sadaa Jalta Rahe

Tere Hi Naam Se Aye Prabhu

Yeshu Ke Hum Geet Gaayenge
Uske Vachan Ko Nibhayenge
Raahon Mein Kaante
Chahe Bichhe Ho
Ruke Nahin Chalte Rahe
Aandhi Ya Toofaan Mein
Deep Sadaa Jalta Rahe
Jalta Rahe Jalta Rahe
Deep Sadaa Jalta Rahe

Tere Hi Naam Se Aye Prabhu

Tere Hi Naam Se Aye Prabhu Video

Next on Your List

Ye Duniya Do Din Ka Mela Song Lyrics

Ye Duniya Do Din Ka Mela

Rajya Rajya Ke Log Stuti Kare Lyrics

Rajya Rajya Ke Log Stuti Kare Lyrics

Nachoonga Gaoonga Song Lyrics

Nachoonga Gaoonga

Siyon Nivaasiyon Hai Vishvassiyon Lyrics

Siyon Nivaasiyon Hai Vishvassiyon Lyrics

Kroos Par Khaas Classic Song Lyrics

Kroos Par Khaas Classic Song Lyrics

Mein Gaaoon Hallelujah Hindi Song Lyrics

Main Gaaoon Hallelujah