Ye Duniya Do Din Ka Mela

Ye Duniya Do Din Ka Mela

Hindi

ये दुनिया दो दिन का मेला
सोच समझकर सौदा कर,
ये दुनिया दो दिन का मेला।

सुन्दर-सुन्दर महल बनाए,
कौड़ी-कौड़ी माया जोड़ी।
खाली आया, खाली जाना
धोखा ही धोखा है।
यो सब कुछ छोड़ के जाना।
ये दुनिया दो दिन का मेला

माता-पिता और भाई-बहिने,
खेत-कुटुम्ब ये नाते सारे।
कहने को है तेरा-मेरा
कहना ही कहना है,
ये सब नाते झूठे हैं।
ये दुनिया दो दिन का मेला

गर यीशु की आज्ञा माने,
दुनियादारी को बिसार के।
उसके क़दमों में आ जाओ
देता वह है यह गवाही,
कि तू मेरा प्यारा बेटा है।
ये दुनिया दो दिन का मेला

Ye Duniya Do Din Ka Mela

English

Ye Duniya Do Din Ka Mela
Soch Samajhkar Sauda Kar,
Ye Duniya Do Din Ka Mela.

Sundar-Sundar Mahal Banaye,
Kaudi-Kaudi Maya Jodi.
Khaali Aaya, Khaali Jaana,
Dhokha Hi Dhokha Hai.
Yo Sab Kuchh Chhod Ke Jaana.
Ye Duniya Do Din Ka Mela

Maata-Pita Aur Bhai-Bahine,
Khet-Kutumb Ye Naate Saare.
Kehne Ko Hai Tera-Mera,
Kehna Hi Kehna Hai,
Ye Sab Naate Jhoothe Hain.
Ye Duniya Do Din Ka Mela

Gar Yeshu Ki Aagya Maane,
Duniyadaari Ko Bisaarke.
Uske Kadmon Mein Aa Jao,
Deta Vah Hai Yah Gawaahi,
Ki Tu Mera Pyaara Beta Hai.
Ye Duniya Do Din Ka Mela

Ye Duniya Do Din Ka Mela Video

Next on Your List

Kathin Samay Mein Song Lyrics

Kathin Samay Mein

Jeevith Parameshwar Kee Aaraadhanaa Lyrics

Jeevith Parameshwar Kee Aaraadhanaa

Tera Pyaar Hai Mahaan Song Lyrics

Tera Pyaar Hai Mahaan

Teri Kripa Teri Daya Song Lyrics

Teri Kripa Teri Daya

Raja Yeshu Aa Raha Hai Song Lyrics

Raja Yeshu Aa Raha Hai

Raaja Hai Mahan Yeshu Song Lyrics

Raaja Hai Mahan Yeshu