Prabhu Tune Mujhe Jana Hai

Prabhu Tune Mujhe Jana Hai

Hindi

प्रभु तूने मुझे जाना है,
मेरे पापों को पहचाना है
मेरी दिल की बातें,
मन भावनाओं को
तू दूरी से समझ लेता है

मेरा जीना मरना,
केवल तेरे लिए है
यह जीवन, तेरे नाम किया है
कहीं चलते-चलते थक न जा

तू समर्थ मुझको देना
कहीं जान भी देना पड़े मुझको
मैं खुशी से दे दूंगा
प्रभु तूने मुझे जाना है

Prabhu Tune Mujhe Jana Hai

English

Prabhu Tune Mujhe Jana Hai
Mere Paapon Ko Pehchana Hai
Meri Dil Ki Baatein,
Man Bhavnaon Ko
Tu Doori Se Samajh Leta Hai

Mera Jeena Marna,
Keval Tere Liye Hai
Yeh Jeevan, Tere Naam Kiya Hai
Kahin Chalte-Chalte Thak Na Ja

Tu Samarth Mujhko Dena
Kahin Jaan Bhi Dena Pade Mujhko
Main Khushi Se De Dunga
Prabhu Tune Mujhe Jana Hai

Prabhu Tune Mujhe Jana Hai Video

Next on Your List

Tere Paas Aata Hoon Song Lyrics

Tere Paas Aata Hoon

Main Jo Hoon So Hoon Song Lyrics

Main Jo Hoon So Hoon

Maine Puchha Prabhu Se Song Lyrics

Maine Puchha Prabhu Se

Tera Pyaar Hai Mahaan Song Lyrics

Tera Pyaar Hai Mahaan

Jhoom Hindi Song Lyrics

Jhoom

Aao Milke Sthuthi Karenge Lyrics

Aao Milke Sthuthi Karenge Lyrics