Us Khuda-e-Paak

Us Khuda-e-Paak

Hindi

उस खुदा-ए-पाक के साए में है
कितना सुकून
वो मेरा घर है
पनाah मेरी मैं ये सबसे कहूं

उसपे ही तू रख उम्मीद और
उसपे ही कर ले यकीन
जाल में सैय्यद के तुझको छुड़ा लेगा वही
वो तुझे अपने पैरों से ढांप लेगा प्यार से
उसकी सच्चाई है तेरी ढाल अब डरता है क्यों

चाहे दिन के तीर हों या रात की है बात हो
तुझको छु भी ना सकेंगे चाहे जो हालात हो
इस तरफ कितने गिरेंगे उस तरफ भी बेशुमार
पर तेरे करीब भी ना आ सकेगी मौत यूं

तुमने हक ताला को माना इस लिए ये बात है
हर मुसीबत में या आफत में वो तेरे साथ है
शेर को भी रौंद कर तू यूं निकलता जाएगा
वो तुझे बख्शेगा इज्जत उम्र भर देगा सुकून

Us Khuda-e-Paak

English

Us Khuda-e-Paak Ke Saaye Mein Hai
Kitna Sukoon
Woh Mera Ghar Hai
Panaah Meri Mai Yeh Sabse Kahoon

Uspe Hi Tu Rakh Umeed Aur
Uspe Hi Kar Le Yakeen
Jaal Mein Sayeead Ke Tujhko Chuda Lega Wahi
Woh Tujhe Apne Paroon Se Dhaank Lega Pyar Se
Uski Sachaai Hai Teri Dhaal Ab Darta Hai Kyun

Chahe Din Ke Teer Hon Ya Raat Ki Hai Baat Ho
Tujhko Chu Bhi Na Sakenge Chahe Jo Haalat Ho
Is Taraf Kitne Girenge Us Taraf Bhi Beshumaar
Par Tere Nazdeek Bhi Na Aa Sakengi Maut Yun

Tumne Hak Taala Ko Mana Is Liye Yeh Baat Hai
Har Musibat Mein Ya Aafat Mein Woh Tere Saath Hai
Sher Ko Bhi Raund Kar Tu Yun Nikalta Jaayega
Woh Tujhe Bakshega Izzat Umr Bhar Dega Sukoon

Us Khuda-e-Paak Video

Next on Your List

Yeshu Naam Gaate Rahenge Song Lyrics

Yeshu Naam Gaate Rahenge

Meri Zindagi Me Aake Song Lyrics

Meri Zindagi Me Aake

Premi Pita Ki Aaradhna Song Lyrics

Premi Pita Ki Aaradhana

Jata Me Jata Kaha Song Lyrics

Jata Me Jata Kaha

Sabse Pehle Sare Mann Se Song

Sabse Pehle Sare Mann Se Song

Main Jo Hoon So Hoon Song Lyrics

Main Jo Hoon So Hoon