Main Gaaoon Hallelujah

Main Gaaoon Hallelujah is a Hindi Christian praise song that calls believers to raise a hallelujah in the face of fear and trials. It celebrates Christ’s triumph over death with bold, joyful praise.

Main Gaaoon Hallelujah

Hindi

मैं गाऊं हल्लेलुजाह
मेरे शत्रुओं के बीच में
मैं गाऊं हल्लेलुजाह
अविश्वास के सामने
मैं गाऊं हल्लेलुजाह
ये धुन मेरा हथियार है
मैं गाऊं हल्लेलुजाह
स्वर्ग मेरे लिए लड़े

गाऊंगा मैं, तूफानों के बीच
ऊंचा और ऊंचा, तेरी महिमा के गीत
नामुमकिन में से, जागी उम्मीद
मृत्यु है हारी, ज़िंदा है मसीह

मैं गाऊं हल्लेलुजाह
अपनी पूरी जान से
मैं गाऊं हल्लेलुजाह
अंधकार को देखूं भागते
मैं गाऊं हल्लेलुजाह
रहस्य जब घेरें मुझे
मैं गाऊं हल्लेलुजाह
डर का हक नहीं मुझपे

गाऊंगा मैं, तूफानों के बीच
ऊंचा और ऊंचा, तेरी महिमा के गीत
नामुमकिन में से, जागी उम्मीद
मृत्यु है हारी, ज़िंदा है मसीह

आवाज उठाओ, मेरे शत्रुओं के बीच में
आवाज उठाओ, अविश्वास के सामने
आवाज उठाओ, ये धुन मेरा हथियार है
आवाज उठाओ, स्वर्ग मेरे लिए लड़े
आवाज उठाओ, मेरे शत्रुओं के बीच में
आवाज उठाओ, अविश्वास के सामने
आवाज उठाओ, ये धुन मेरा हथियार है
आवाज उठाओ, स्वर्ग मेरे लिए लड़े

मैं गाऊं हल्लेलुजाह
मैं गाऊं हल्लेलुजाह
मैं गाऊं हल्लेलुजाह
मैं गाऊं हल्लेलुजाह

Main Gaaoon Hallelujah

English

Main Gaaoon Hallelujah
Mere Shatruon Ke Beech Mein
Main Gaaoon Hallelujah
Avishwas Ke Samne
Main Gaaoon Hallelujah
Ye Dhun Mera Hathiyaar Hai
Main Gaaoon Hallelujah
Swarg Mere Liye Lade

Gaaoonga Main, Toofanon Ke Beech
Uncha Aur Uncha, Teri Mahima Ke Geet
Namumkin Mein Se, Jaagi Ummeed
Mrithyu Hai Haari, Zinda Hai Masih

Main Gaaoon Hallelujah
Apni Poori Jaan Se
Main Gaaoon Hallelujah
Andhkar Ko Dekhu Bhagte
Main Gaaoon Hallelujah
Rahasya Jab Ghere Mujhe
Main Gaaoon Hallelujah
Dar Ka Hak Nahin Mujhpe

Gaaoonga Main, Toofanon Ke Beech
Uncha Aur Uncha, Teri Mahima Ke Geet
Namumkin Mein Se, Jaagi Ummeed
Mrithyu Hai Haari, Zinda Hai Masih

Awaaz Uthao, Mere Shatruon Ke Beech Mein
Awaaz Uthao, Avishwas Ke Samne
Awaaz Uthao, Ye Dhun Mera Hathiyaar Hai
Awaaz Uthao, Swarg Mere Liye Lade
Awaaz Uthao, Mere Shatruon Ke Beech Mein
Awaaz Uthao, Avishwas Ke Samne
Awaaz Uthao, Ye Dhun Mera Hathiyaar Hai
Awaaz Uthao, Swarg Mere Liye Lade

Main Gaaoon Hallelujah
Main Gaaoon Hallelujah
Main Gaaoon Hallelujah
Main Gaaoon Hallelujah

Main Gaaoon Hallelujah Video

Next on Your List

Mukti Dilaye Yeshu Naam Song Lyrics

Mukti Dilaye Yeshu Naam

Le Chal Mujhe Lyrics

Le Chal Mujhe Lyrics

Hey PhatakoApne Sir Unche Karo Lyrics

Hey Phatako Apne Sir Unche Karo Lyrics

Maharaja Yishu Tori Hove Song

Maharaja Yishu Tori Hove Song Lyrics

Bhajle Bhajle Yeshu Ka Naam Song Lyrics

Bhajle Bhajle Yeshu Naam

Rahoboth Ka Khuda Song Lyrics

Rahoboth Ka Khuda Song Lyrics