Deta Mujhko Tere Haathon Mein Song

Deta Mujhko Tere Haathon Mein Song

Hindi

देता मुझको तेरे हाथों में
संपूर्ण रूप से बदल दे मुझे
मेरी इबादत तू सुनले
तेरी मर्ज़ी मुझमें पूरी होवे

करता समर्पण मैं
तेरे हाथों में पूरी तौर से
मुझको तू भर दे
अगुवाई तू हर पल करे

तेरे लहू से धो दे मुझे
तेरे वचनों से शुद्ध कर मुझे
निर्मल बना तेरी निर्मलता से
चंगा कर दे मुझे पूरी तौर से

करता समर्पण मैं
तेरे हाथों में पूरी तौर से
मुझको तू भर दे
अगुवाई तू हर पल करे

भर दे मुझे तेरे प्रेम से
अगुवाई कर अपने आत्मा से
मुझको चला अपने आज्ञाओं से
तेरी मर्ज़ी मुझमें पूरी होवे

करता समर्पण मैं
तेरे हाथों में पूरी तौर से
मुझको तू भर दे
अगुवाई तू हर पल करे

हा हालेलूयाह
हा हालेलूयाह
हा हालेलूयाह
हा हालेलूयाह (x2)

Deta Mujhko Tere Haathon Mein Song

English

Deta Mujhko Tere Haathon Mein
Sampurn Roop Se Badal De Mujhe
Meri Ibaadat Tu Sunle
Teri Marzi Mujh Mein Pooree Hove

Karta Samarpan Main
Tere Haathon Mein Pooree Taur Se
Mujhko Tu Bhar De
Aguwaai Tu Har Pal Kare

Tere Lahoo Se Dho De Mujhe
Tere Vachno Se Shuddh Kar Mujhe
Nirmal Bana Teri Nirmalta Se
Changa Kar De Mujhe Pooree Taur Se

Karta Samarpan Main
Tere Haathon Mein Pooree Taur Se
Mujhko Tu Bhar De
Aguwaai Tu Har Pal Kare

Bhar De Mujhe Tere Prem Se
Aguwaai Kar Apne Aatma Se
Mujhko Chala Apne Aagyaon Se
Teri Marzi Mujh Mein Pooree Hove

Karta Samarpan Main
Tere Haathon Mein Pooree Taur Se
Mujhko Tu Bhar De
Aguwaai Tu Har Pal Kare

Ha Hallelujah
Ha Hallelujah
Ha Hallelujah
Ha Hallelujah (x2)

Deta Mujhko Tere Haathon Mein Song Video

Next on Your List

Tu Mere Dil Ka Hai Azeez Song Lyrics

Tu Mere Dil Ka Hai Azeez Song Lyrics

Mahima Mahima Ho Teri Song Lyrics

Mahima Mahima Ho Teri

Tere Saamne Har Ghutna Tikega Song Lyrics

Tere Saamne Har Ghutna Tikega

Tere Paas Aata Hoon Song Lyrics

Tere Paas Aata Hoon

Kathin Samay Mein Song Lyrics

Kathin Samay Mein

Rajao Ka Raja Hai Song Lyrics

Rajao Ka Raja Hai