Jiski Hame Talaash Thi Song Lyrics

Jiski Hame Talaash Thi Song Lyrics

Hindi

जिसकी हमें तलाश थी
वो हमें मिल गया
खालिक हमारा मालिक यीशु
हमको मिल गया

तू चलकर देख ले

हमने उसे जाना नहीं
हमने कभी चाहा नहीं
खुद की मुहब्बत के खातिर
हमें ख़्वाहिश बना गया

तू चख कर देख ले

खाक से ऊँचा करके मुझे
उसका मुरीद बना दिया
काबिल न था उसके फिर भी
खादिम बना दिया

तू बनकर देख ले

तेरी सूरत वह जानता है
तेरी हालात जानता है
पैदा होने से पहले ही
तेरा नाम लेकर बुला लिया

तू सुनकर देख ले

Jiski Hame Talaash Thi Song Lyrics

English

Jiski Hame Talaash Thi
Vah Hame Mil Gaya
Khalik Hamara Malik Yeshu
Hamko Mil Gaya

Tu Chal Kar Dekh Le

Hamne Use Jaana Nahi
Hamne Kabhi Chaaha Nahi
Khud Ki Muhabbat Ke Khatir
Hame Khwahish Bana Gaya

Tu Chakh Kar Dekh Le

Khaak Se Uncha Karke Mujhe
Uska Murid Bana Diya
Kaabil Na Tha Uske Fir Bhi
Khaadim Bana Diya

Tu Bankar Dekh Le

Teri Surat Vah Jaanta Hai
Teri Haalat Jaanta Hai
Paida Hone Se Pehle Hi
Tera Naam Lekar Bula Liya

Tu Sun Kar Dekh Le

Jiski Hame Talaash Thi Song Lyrics Video

Next on Your List

Aakaash Aur Dharti Ke Raja Song

Aakaash Aur Dharti Ke Raja Song

Rag Rag Mein Tu Hai Song Lyrics

Rag Rag Mein Tu Hai

Yahowa Charwaha Mera Song Lyrics

Yahowa Charwaha Mera

Tera Lahoo Deta Hai Song Lyrics

Tera Lahoo

Bojh Sabke Gunah Ka Uthakar Song Lyrics

Bojh Sabke Gunaah Ka Uthakar

Sang Tere Song Lyrics

Sang Tere | Ye Kaisa Pyaar Hai