Hey Prabhu Tore Darshan Song Lyrics

Hey Prabhu Tore Darshan Song Lyrics

Hindi

हे प्रभु तोरे दर्शन पाने
आये हैं हम आस लगा के
हे प्रभु तोरे

मन को अपनी ओर लगाओ
दो तुम आशीष नाप दबाके
हे प्रभु तोरे

अपना पूरा ज्ञान हमें दो
स्वर्गीय वाणी आप सुना के
हे प्रभु तोरे

दर्शन दीजो मन को लीजो
अपना अद्भुत प्रेम दिखा के
हे प्रभु तोरे दर्शन पाने
आये हैं हम आस लगा के

हे प्रभु तोरे दर्शन पाने

Hey Prabhu Tore Darshan Song Lyrics

English

Hey Prabhu Tore Darshan Paane
Aaye Hain Hum Aas Laga Ke
Hey Prabhu Tore

Mann Ko Apni Or Lagao
Do Tum Aashish Naap Dabaake
Hey Prabhu Tore

Apna Pura Gyaan Hume Do
Swargiya Vaani Aap Suna Ke
Hey Prabhu Tore

Darshan Deejo Mann Ko Leejo
Apna Adbhut Prem Dikha Ke
Hey Prabhu Tore Darshan Paane
Aaye Hain Hum Aas Laga Ke

Hey Prabhu Tore Darshan Paane

Hey Prabhu Tore Darshan Song Lyrics Video

Next on Your List

Parvaton Ko Dekhoonga Main Song Lyrics

Parvaton Ko Dekhoonga Main

Mere Jeevan Ka Maksad Song Lyrics

Mere Jeevan Ka Maksad

Saare Jahaan ka Ujaala Lyrics

Saare Jahaan Kaa Ujaalaa

Teri Krupa Ham Par Undel Song Lyrics

Teri Kripa Hum Par Undel Song Lyrics

Tu Mahaan Mahaan Mahaan Hai Song Lyrics

Tu Mahaan Mahaan Mahaan Hai

Prabhu Ka Haath Mere Upar Hai Lyrics

Prabhu Ka Haath Mere Upar Hai Lyrics