Aao Vishwasiyon

Aao Vishwasiyon Hindi Christian worship song is a timeless Christmas carol calling believers to Bethlehem. It invites hearts into reverent adoration of Christ the newborn King.

Aao Vishwasiyon

Hindi

आओ विश्वासियों,
खुशी और जय मनाओ,
अब आओ चलें हम
बेतलहम।
आओ निहारो
दूतों के राजा को।

अब आओ हम सराहें,
अब आओ हम सराहें,
आओ मिलकर सराहें
मसीह प्रभु को।

आओ सब फरिश्तों,
आनंद के गीत गाओ,
और गाओ, सब स्वर्ग के वासियों।
आओ और देखो, जन्मा है स्वर्ग का राजा।

अब आओ हम सराहें,
अब आओ हम सराहें,
आओ मिलकर सराहें
मसीह प्रभु को।

सारी महिमा के योग्य,
सारी स्तुति के योग्य,
सारे आदर के योग्य,
बस तू है येशु।

Aao Vishwasiyon

English

Aao Vishwasiyon,
Khushi Aur Jai Manao,
Ab Aao Chalein Hum
Be-thle-hem.
Aao Niharo
Dooton Ke Raja Ko.

Ab Aao Hum Sarahein,
Ab Aao Hum Sarahein,
Aao Milkar Sarahein
Masih Prabhu Ko.

Aao Sab Farishton,
Anand Ke Geet Gaao,
Aur Gaao, Sab Swarg Ke Vaasiyon.
Aao Aur Dekho, Janma Hai Swarg Ka Raja.

Ab Aao Hum Sarahein,
Ab Aao Hum Sarahein,
Aao Milkar Sarahein
Masih Prabhu Ko.

Saari Mahima Ke Yogya,
Saari Stuti Ke Yogya,
Saare Aadar Ke Yogya,
Bas Tu Hai Yeshu.

Aao Vishwasiyon Video

Next on Your List

Tere Chune Se Yeshu Song Lyrics

Tere Chune Se Yeshu

Aasha Meri Hindi Song Lyrics

Aasha Meri

Tu Pukare Main Aaoon Song Lyrics

Tu Pukare Main Aaoon

Rajya Rajya Ke Log Stuti Kare Lyrics

Rajya Rajya Ke Log Stuti Kare Lyrics

Hey PhatakoApne Sir Unche Karo Lyrics

Hey Phatako Apne Sir Unche Karo Lyrics

Le Chal Mujhe 2.0 Song Lyrics

Le Chal Mujhe 2.0