Wafaadhaar – Vishwaasyogya Parmeshwar Hai Thu

Wafaadhaar – Vishwaasyogya Parmeshwar Hai Thu

Hindi

विश्वासयोग्य परमेश्वर है तु
देखा है मैंने अपने जीवन में
दुनिया बदलती है तु न बदलता
बंध आँखों से भी में करता भरोसा

इंसानों से तु वफादार
सुनता दिल की हर इक पुकार
बेहाली में रखता तु ध्यान
हालातों से तु शक्तिमान

जब तु मिला मिली रिहाई
दम थोड़े हर कठिनाई
संघ चले जैसे परछाई
जीते तु मेरी लड़ाई

रोशनी बनके जीवन में आया
मेरी गुलामी से मुझको छुड़ाया
तोड़ा हर बंधन बेटा बनाया
अपना हर वाधा तु ने निभाया

क्या कोई है? इस जहाँ में
तुझ सा अज़ीम
क्या कोई है? इस जहाँ में
जो हो तुझ सा भला (2)

Wafaadhaar – Vishwaasyogya Parmeshwar Hai Thu

English

Vishwaasyogya Parmeshwar Hai Thu
Dekhaa Hai Meine Apne Jeevan Mein
Duniyaa Badalthi Hai Thu Na Badalthaa
Bandh Aankhon Se Bhi Mein Karthaa Bharosaa

Insaanon Se Thu Wafaadhaar
Sunthaa Dil Ki Har Ik Pukaar
Behaali Mein Rakhthaa Thu Dhyaan
Halaathon Se Thu Shakthimaan

Jab Thu Milaa Mili Rihaayi
Dham Thode Har Kathinaayi
Sangh Chale Jaise Parchaayi
Jeethe Thu Meri Ladaayi

Roshani Banke Jeevan Mein Aayaa
Meri Gulaami Se Mujhko Chudaayaa
Thodaa Har Bandhan Betaa Banaayaa
Apnaa Har Waadhaa Thu Ne Nibhaayaa

Kyaa Koyi Hai? Is Jahaan Mein
Thujh Saa Azeem
Kyaa Koyi Hai? Is Jahaan Mein
Jo Ho Thujh Saa Bhalaa (2)

Wafaadhaar – Vishwaasyogya Parmeshwar Hai Thu Video

Next on Your List

Yeshu Naam Gaate Rahenge Song Lyrics

Yeshu Naam Gaate Rahenge

Kurbaan Song Lyrics

Kurbaan Hua Mera Khuda

Roohe Khuda Ka Pyaar Mila Hai Song Lyrics

Roohe Khuda Ka Pyaar Mila Hai

Yeshu Masih There Jaisaa Lyrics

Yeshu Masih There Jaisaa Lyrics

Chinta Na Kar

Jiski Hame Talaash Thi Song Lyrics

Jiski Hame Talaash Thi Song Lyrics