Aadar Aur Mahima Samarth Ke Yogya

Aadar Aur Mahima Samarth Ke Yogya

Hindi

आदर और महिमा सामर्थ के योग्य,
यीशु तू ही तो है
युगानुयुग जीवित
धन्यवाद के योग्य
यीशु तू ही तो है
हम गाएं होसाना होसाना

झुकते हैं आकर चरणों
में तेरे संग दूतों के
मुकुट को रखते कदमों
में तेरे संग संतो के
जो कुछ भी हमने है किया,
तूने हमारे लिए किया

सिंहासन के सामने सब
लोग कहते तू ही पवित्र है
इस मंदिर में हम भी यह गाते
तू ही पवित्र है
जो था और है और रहेगा,
तू ही पवित्र सर्वशक्तिमान

Aadar Aur Mahima Samarth Ke Yogya

English

Aadar Aur Mahima Samarth Ke Yogya,
Yeshu Tu Hi To Hai
Yuganuyug Jeevit
Dhanyavaad Ke Yogya
Yeshu Tu Hi To Hai
Hum Gaaye Hosanna Hosanna

Jhukte Hain Aakar Charno
Mein Tere Sang Dooton Ke
Mukut Ko Rakhte Kadmo
Mein Tere Sang Santo Ke
Jo Kuch Bhi Humne Hai Kiya,
Tune Humare Liye Kiya

Singhasan Ke Samne Sab
Log Kehte Tu Hi Pavitra Hai
Is Mandir Mein Hum Bhi Yeh Gaate
Tu Hi Pavitra Hai
Jo Tha Aur Hai Aur Rahega,
Tu Hi Pavitra Sarvashaktimaan

Aadar Aur Mahima Samarth Ke Yogya Video

Next on Your List

Tere Paas Aata Hoon Song Lyrics

Tere Paas Aata Hoon

Tere Hi Naam Se Aye Prabhu Song Lyrics

Tere Hi Naam Se Aye Prabhu

Win Mumbai for Jesus Song Lyrics

Win Mumbai for Jesus

Tera Anugrah Mere Liye Song

Tera Anugrah Mere Liye

Tera Pyaar Hai Mahaan Song Lyrics

Tera Pyaar Hai Mahaan

Teri Aradhana Karu Lyrics

Teri Aradhana Karu Lyrics