Duniya Ke Kone Kone Mein

Duniya Ke Kone Kone Mein

Hindi

दुनिया के कोने कोने में
गूँज रहा येशु का नाम
कैसा प्यारा येशु का नाम
दुनिया में हल्लेलुयाह

खून की धारा बह रही है
सूली से सारे जहां में
धोलो तुम अपने पापों को
पाओ तुम शिफा जहां में
कैसा प्यारा येशु का नाम
दुनिया में हल्लेलुयाह

आकाश के नीचे, लोगों के बीच में
कोई दूसरा नाम नहीं है
कैसा प्यारा येशु का नाम
दुनिया में हल्लेलुयाह

दुनिया के कोने कोने में
गूँज रहा येशु का नाम

Duniya Ke Kone Kone Mein

English

Duniya Ke Kone Kone Mein
Goonj Raha Yeshu Ka Naam
Kaisa Pyara Yeshu Ka Naam
Duniya Mein Halleluyah

Khoon Ki Dhara Beh Rahi Hai
Suli Se Saare Jahaan Mein
Dholo Tum Apne Paapon Ko
Paao Tum Shifa Jahaan Mein
Kaisa Pyara Yeshu Ka Naam
Duniya Mein Halleluyah

Aakash Ke Neeche, Logo Ke Beech Mein
Koi Doosra Naam Nahi Hai
Kaisa Pyara Yeshu Ka Naam
Duniya Mein Halleluyah

Duniya Ke Kone Kone Mein
Goonj Raha Yeshu Ka Naam

Duniya Ke Kone Kone Mein Video

Next on Your List

Teri Krupa Ham Par Undel Song Lyrics

Teri Kripa Hum Par Undel Song Lyrics

Yeshu Tere Kareeb Aane Se Lyrics

Yeshu Tere Kareeb Aane Se

Tu Mere Dil Ka Hai Azeez Song Lyrics

Tu Mere Dil Ka Hai Azeez Song Lyrics

Mera Jeevan Mera Tan Man 2.0 Song Lyrics

Mera Jeevan Mera Tan Man 2.0

Jeevan Mileya Mileya Song Lyrics

Jeevan Mileya Mileya

Bhala Pita Hindi Song Lyrics

Bhala Pita