Hey Prabhu Tore Darshan Song Lyrics

Hey Prabhu Tore Darshan Song Lyrics

Hindi

हे प्रभु तोरे दर्शन पाने
आये हैं हम आस लगा के
हे प्रभु तोरे

मन को अपनी ओर लगाओ
दो तुम आशीष नाप दबाके
हे प्रभु तोरे

अपना पूरा ज्ञान हमें दो
स्वर्गीय वाणी आप सुना के
हे प्रभु तोरे

दर्शन दीजो मन को लीजो
अपना अद्भुत प्रेम दिखा के
हे प्रभु तोरे दर्शन पाने
आये हैं हम आस लगा के

हे प्रभु तोरे दर्शन पाने

Hey Prabhu Tore Darshan Song Lyrics

English

Hey Prabhu Tore Darshan Paane
Aaye Hain Hum Aas Laga Ke
Hey Prabhu Tore

Mann Ko Apni Or Lagao
Do Tum Aashish Naap Dabaake
Hey Prabhu Tore

Apna Pura Gyaan Hume Do
Swargiya Vaani Aap Suna Ke
Hey Prabhu Tore

Darshan Deejo Mann Ko Leejo
Apna Adbhut Prem Dikha Ke
Hey Prabhu Tore Darshan Paane
Aaye Hain Hum Aas Laga Ke

Hey Prabhu Tore Darshan Paane

Hey Prabhu Tore Darshan Song Lyrics Video

Next on Your List

Rahoboth Ka Khuda Song Lyrics

Rahoboth Ka Khuda Song Lyrics

Door Ek Thaaraa Lyrics

Door Ek Thaaraa Lyrics

Sthuthi Prashansaa Hamaare Lyrics

Sthuthi Prashansaa Song Lyrics

Roohe Khuda Ka Pyaar Mila Hai Song Lyrics

Roohe Khuda Ka Pyaar Mila Hai

Jai Bolo Jai Bolo Song Lyrics

Jai Bolo Jai Bolo Yeshu Masiha Ki Jai Bolo

Main Aankhen Apni Song Lyrics

Main Aankhen Apni