Ho Teri Stuti Aur Aaradhana Lyrics

Ho Teri Stuti Aur Aaradhana Lyrics

Hindi

हो तेरी स्तुति और आराधना,
करता हूँ मैं तुझसे यह प्रार्थना
महिमा से तेरी तू इस जगह को भर,
जो भी तू चाहे तू यहाँ पर कर
हाले-हालेलूय्याह

करूणा से तेरी नया दिन दिखाता है,
ढाल बनकर मेरी मुझे बचाता है
जब मैं पुकारूँ तू दौड़े आता है,
जब मैं गिरूँ मुझे उठाता है
हाले-हालेलूय्याह

सारे जहाँ में तुझसा कोई नहीं,
तुझको छोड़ कोई प्रभु है ही नहीं
घुटने मैं टेकूँ बस तेरे सामने,
तू है मेरा प्रभु, तू मेरा पिता
हाले-हालेलूय्याह

Ho Teri Stuti Aur Aaradhana Lyrics

English

Ho Teri Stuti Aur Aaradhana,
Karta Hoon Main Tujhse Yah Praarthna
Mahima Se Teri Tu Is Jagah Ko Bhar,
Jo Bhi Tu Chaahe Tu Yahaan Par Kar
Halle-hallelujah

Karuna Se Teri Naya Din Dikhaata Hai,
Dhaal Bankar Meri Mujhe Bachata Hai
Jab Main Pukaaru Tu Daude Aata Hai,
Jab Main Giru Mujhe Uthaata Hai
Halle-hallelujah

Saare Jahan Mein Tujhsa Koi Nahin,
Tujhko Chhod Koi Prabhu Hai Hi Nahin
Ghutne Main Teku Bas Tere Saamne,
Tu Hai Mera Prabhu, Tu Mera Pitaa
Halle-hallelujah

Ho Teri Stuti Aur Aaradhana Lyrics Video

Next on Your List

Yeshu Ke Naam Mein Shifa Hai Song Lyrics

Yeshu Ke Naam Mein Shifa Hai

Desh Lyrics

Desh

Ae Mere Badshah Song Lyrics

Ae Mere Badshah

Hey Pita, Sun Na Pita Song Lyrics

Hey Pita Sun Na Pita

Hum Hain Chune Hue Log Song Lyrics

Hum Hain Chune Hue Log Song Lyrics

Parvaton Ko Dekhoonga Main Song Lyrics

Parvaton Ko Dekhoonga Main