Jeevan Mein Mere Aaja

Jeevan Mein Mere Aaja

Hindi

जीवन में मेरे आजा,
मन में मेरे आजा
आजा यीशु आजा,
आजा यीशु आजा
आजा यीशु आजा,
आजा यीशु आजा

पहले मैं अनजान था,
आज तुझको जान लिया
मन को मेरे खोल के,
आज तुझको मान लिया
स्पर्श मुझे कर आजा,
प्यार से भर आजा
प्यार से भर आजा,
स्पर्श मुझे कर आजा

अभिषेक से भर दे,
मुझको तू भर दे
अंधेरा है यह जीवन में,
उजाला तू कर दे
दुखी हूँ बहुत आजा,
आजा मेरे पास आजा
आजा मेरे पास आजा,
दुखी हूँ बहुत आजा

Jeevan Mein Mere Aaja

English

Jeevan Mein Mere Aaja,
Man Mein Mere Aaja
Aaja Yeshu Aaja,
Aaja Yeshu Aaja
Aaja Yeshu Aaja,
Aaja Yeshu Aaja

Pehle Main Anjaan Tha,
Aaj Tujhko Jaan Liya
Man Ko Mere Khol Ke,
Aaj Tujhko Maan Liya
Sparsh Mujhe Kar Aaja,
Pyaar Se Bhar Aaja
Pyaar Se Bhar Aaja,
Sparsh Mujhe Kar Aaja

Abhishek Se Bhar De,
Mujhko Tu Bhar De
Andhera Hai Yeh Jeevan Mein,
Ujaala Tu Kar De
Dukhi Hoon Bahut Aaja,
Aaja Mere Paas Aaja
Aaja Mere Paas Aaja,
Dukhi Hoon Bahut Aaja

Jeevan Mein Mere Aaja Video

Next on Your List

Yahova Zinda Khuda Song Lyrics

Yahova Zinda Khuda

Ek Naam Hai Yeshu Song Lyrics

Ek Naam Hai Yeshu

Raja Yeshu Aaye Hain Song Lyrics

Raja Yeshu Aaye Hain

Teri Aradhana Karu Lyrics

Teri Aradhana Karu Lyrics

Kab Tak Khuda Mera Kab Tak Song Lyrics

Kab Tak Khuda Mera Kab Tak

Hey Sarvashaktimaan Song Lyrics

Hey Sarvashaktimaan Song Lyrics