Likha Hoga Mera Naam

Likha Hoga Mera Naam

Hindi

लिखा होगा मेरा नाम जीवन किताब में
स्वर्ग सा सुंदर वो घर होगा
जिसमें सजी है किताब वो
होगा जिसका नाम,
उसी का रखेगा साथ उसी को वो

लिखेगा तब यीशु नाम जीवन किताब में
क्या तुम भी चाहोगे ना जीवन किताब में

भाव मसीह को दिल में बसा लूं,
उसके ही हाथों को थामूं
उसके वातों पर चलता रहूं,
मैं औरों को भी चलना सिखाऊं

लिखेगा तब यीशु नाम जीवन किताब में

लिखा होगा मेरा नाम जीवन किताब में
क्या तुम भी चाहोगे ना जीवन किताब में

Likha Hoga Mera Naam

English

Likha Hoga Mera Naam Jeevan Kitaab Mein
Swarg Sa Sundar Wo Ghar Hoga
Jismein Saji Hai Kitaab Woh
Hoga Jiska Naam,
Usika Rakhega Saath Usiko Woh

Likhega Tab Yeshu Naam Jeevan Kitaab Mein
Kya Tum Bhi Chahoge Na Jeevan Kitaab Mein

Bhaao Masih Ko Dil Mein Basa Loon,
Uske Hi Haathon Ko Thaamoon
Uske Vaaton Par Chalta Rahoon,
Main Aaroon Ko Bhi Chalna Sikhaoon

Likhega Tab Yeshu Naam Jeevan Kitaab Mein

Likha Hoga Mera Naam Jeevan Kitaab Mein
Kya Tum Bhi Chahoge Na Jeevan Kitaab Mein

Likha Hoga Mera Naam Video

Next on Your List

Yeshu Masih There Jaisaa Lyrics

Yeshu Masih There Jaisaa Lyrics

Teri Aradhana Karu Lyrics

Teri Aradhana Karu Lyrics

Shoonaya Se Leke Tune Mujhe Song Lyrics

Shoonaya Se Leke Tune Mujhe

Hey Prabhu Tore Darshan Song Lyrics

Hey Prabhu Tore Darshan Song Lyrics

Koi Nahi Kar Sakega Song Lyrics

Koi Nahi Kar Sakega

Kurbaan Song Lyrics

Kurbaan Hua Mera Khuda