Mere Jeevan Ka Maksad

Mere Jeevan Ka Maksad

Hindi

मेरे जीवन का मकसद तू है
मेरे जीने का कारण तू है।
मैं जीऊँ या मरूँ, वो तेरे लिये,
तू मेरा प्रभु।

पिछला सब भूलकर, मैं आगे दौड़ा चलूँ,
जो मेरे लिये धन था, उसको मैं त्याग दूँ।
कि मैं पाऊँ उससे पुरस्कार, दौड़ा मैं जाऊँ,
मैं जीऊँ…

मुझ पर है कृपा, बेकार ना जाने दूँ,
जिसने मुझे चुना, उसकी ओर मैं बढ़ूँ।
देखूँ तेरी सलीब पर, खिंचा मैं जाऊँ,
मैं जीऊँ…

Mere Jeevan Ka Maksad

English

Mere Jeevan Ka Maksad Tu Hai
Mere Jeene Ka Kaaran Tu Hai
Main Jeeyu Ya Maroon, Wo Tere Liye Hai
Tu Mera Prabhu

Pichhla Sab Bhool Kar, Main Aage Dauda Chalu
Jo Mere Liye Dhan Hai, Usko Main Tyag Doon
Ki Main Pao Usse Puraskar, Dauda Main Jaoon
Main Jeeyu…

Mujh Par Hai Kripa, Bekaar Na Jaane Doon
Jisne Mujhe Chuna, Uski Aur Main Badhoon
Dekhu Teri Salib Par, Khicha Main Jaoon
Main Jeeyu…

Mere Jeevan Ka Maksad Video

Next on Your List

Tujhsa Iss Jahan Mein (Teri Aaradhana)

Tujhsa Iss Jahan Mein (Teri Aaradhana)

Tere Maar Khane Se Yeshu Song Lyrics

Tere Maar Khane Se Yeshu

Kaun Hai Kaun Hai Song Lyrics

Kaun Hai Kaun Hai

Milkar Hum Sanna Teri Gaate Song Lyrics

Milkar Hum Sanna Teri Gaate

Tera Lahoo Deta Hai Song Lyrics

Tera Lahoo

Pavitra Ati Pavitra Sthaan Mein Song Lyrics

Pavitra Ati Pavitra Sthaan Mein