Mere Paas Hi Rehna Pyare Yeshu

Mere Paas Hi Rehna Pyare Yeshu

Hindi

मेरे पास ही रहना प्यारे येशु,
तुझ बिन मैं जी ना पाऊंगा।
तुझ बिन मैं जी ना पाऊंगा।

दुखों में, आँसुओं में,
मेरी माँ बन के आ।
कर्जों में, कष्टों में,
मेरा पिता बन के आ।
मेरे पास ही रहना प्यारे येशु,
तुझ बिन मैं जी ना पाऊंगा।

अंधियारी राहों में,
मेरी रोशनी बन के आ।
मौत की वादियों में,
मेरा जीवन बन के आ।
मेरे पास ही रहना प्यारे येशु,
तुझ बिन मैं जी ना पाऊंगा।

बीमारी की हालत में,
मेरी सेहत बन के आ।
दुश्मन की अदावत में,
मेरा प्यार बन के आ।
मेरे पास ही रहना प्यारे येशु,
तुझ बिन मैं जी ना पाऊंगा।

वचन पढ़ूं जब मैं,
मेरा गुरु बन के आ।
प्रार्थना करूं जब मैं,
मेरा प्रभु बन के आ।
मेरे पास ही रहना प्यारे येशु,
तुझ बिन मैं जी ना पाऊंगा।
तुझ बिन मैं जी ना पाऊंगा।

Mere Paas Hi Rehna Pyare Yeshu

English

Mere Paas Hi Rehna Pyare Yeshu,
Tujh Bin Main Jee Na Paunga.
Tujh Bin Main Jee Na Paunga.

Dukhon Mein, Aansuon Mein,
Meri Maa Ban Ke Aa.
Karzon Mein, Kashton Mein,
Mera Pita Ban Ke Aa.
Mere Paas Hi Rehna Pyare Yeshu,
Tujh Bin Main Jee Na Paunga.

Andhiyaari Raahon Mein,
Meri Roshni Ban Ke Aa.
Maut Ki Vaadiyon Mein,
Mera Jeevan Ban Ke Aa.
Mere Paas Hi Rehna Pyare Yeshu,
Tujh Bin Main Jee Na Paunga.

Bimaari Ki Haalat Mein,
Meri Sehat Ban Ke Aa.
Dushman Ki Adawat Mein,
Mera Pyaar Ban Ke Aa.
Mere Paas Hi Rehna Pyare Yeshu,
Tujh Bin Main Jee Na Paunga.

Vachan Padhoon Jab Main,
Mera Guru Ban Ke Aa.
Prarthana Karoon Jab Main,
Mera Prabhu Ban Ke Aa.
Mere Paas Hi Rehna Pyare Yeshu,
Tujh Bin Main Jee Na Paunga.
Tujh Bin Main Jee Na Paunga.

Mere Paas Hi Rehna Pyare Yeshu Video

Next on Your List

Hum Jaywant Se Hain Badhkar Lyrics

Hum Jaywant Se Hain Badhkar Lyrics

Le Chal Mujhe Lyrics

Le Chal Mujhe Lyrics

Dhanyawad Ke Saath Song Lyrics

Dhanyawad Ke Saath

Jhumo Naacho Kushi Se Aaj Song Lyrics

Jhumo Naacho Kushi Se Aaj

Thu Mere Jeevan Kee Roti Hai Lyrics

Thu Mere Jeevan Kee Roti Hai

Pyaar Karu Itna Pyaar Karu Song Lyrics

Pyaar Karu Itna Pyaar Karu