Pyaar Karu Itna Pyaar Karu

Pyaar Karu Itna Pyaar Karu

Hindi

प्यार करूं इतना प्यार करूं
भूल जाऊं कि मैं कौन हूँ
भूल जाऊं कि मैं कहां हूँ
प्यार करूं इतना प्यार करूं
भूल जाऊं कि मैं कौन हूँ
भूल जाऊं कि मैं कहां हूँ

पवित्र आत्मा
मुझे सिखा
पिता से मैं प्यार करूं
पवित्र आत्मा
मुझे सिखा
पिता से मैं प्यार करूं

ऐसा प्यार करूं
ऐसा प्यार करूं
इतना प्यार करूं
बहुत प्यार करूं
भूल जाऊं कि मैं कौन हूँ
भूल जाऊं कि मैं कहां हूँ

जैसे पिता ने
मुझसे प्यार किया
बदले में प्यार करूं

ऐसा प्यार करूं
ऐसा प्यार करूं
इतना प्यार करूं
बहुत प्यार करूं
भूल जाऊं कि मैं कौन हूँ
भूल जाऊं कि मैं कहां हूँ

Pyaar Karu Itna Pyaar Karu

English

Pyaar Karu Itna Pyaar Karu
Bhul Jaau Ki Main Kaun Hoon
Bhul Jaau Ki Main Kahan Hoon
Pyaar Karu Itna Pyaar Karu
Bhul Jaau Ki Main Kaun Hoon
Bhul Jaau Ki Main Kahan Hoon

Pavitra Aatma
Mujhko Sikha
Pita Se Main Pyaar Karu
Pavitra Aatma
Mujhko Sikha
Pita Se Main Pyaar Karu

Aisa Pyaar Karu
Aisa Pyaar Karu
Itna Pyaar Karu
Bohot Pyaar Karu
Bhul Jaau Ki Main Kaun Hoon
Bhul Jaau Ki Main Kahan Hoon

Jaise Pita Ne
Mujhse Pyaar Kiya
Badle Mein Pyaar Karu

Aisa Pyaar Karu
Aisa Pyaar Karu
Itna Pyaar Karu
Bohot Pyaar Karu
Bhul Jaau Ki Main Kaun Hoon
Bhul Jaau Ki Main Kahan Hoon

Pyaar Karu Itna Pyaar Karu Video

Next on Your List

Saare Jahaan ka Ujaala Lyrics

Saare Jahaan Kaa Ujaalaa

Adbhut Hai Adbhut Hai Yesh Adbhut Hia Song Lyrics

Adbhut Hai Yeshu Adbhut Hai

Chalo Mere Saath Yeshu Ke Ghar Song Lyrics

Chalo Mere Saath Yeshu Ke Ghar

Yeshu Aap Rahenge Saath Song Lyrics

Yeshu Aap Rahenge Saath

Har Baar Baha Lahu Yeshu Ka Song Lyrics

Har Baar Baha Lahu Yeshu Ka

Neele Aasmaan Ke Paar Jaayenege Lyrics

Neele Aasmaan Ke Paar Jaayenege