Siyon Nivaasiyon Hai Vishvassiyon Lyrics

Siyon Nivaasiyon Hai Vishvassiyon Lyrics

Hindi

सिय्योन निवासियों हे विश्वासियों
जाग उठो और मशाल लो

धार्मिकता की ज्योति
शस्त्र है स्तुति
नारे लगाएं…

हालेलुयाह…

शत्रु सेना से हमको लड़ना है
अंधकार की शक्ति को मिटाना है

आये सामने नदियाँ, पर्वत
हमको बढ़ना है

बुराई को हमें भलाई से जीतना है
हर कीमत को चुकाकर ईमान रखना है

चाहे मिले नफरत,
बदनामी दौड़ को जीतना है

Siyon Nivaasiyon Hai Vishvassiyon Lyrics

English

Siyon Nivaasiyon Hai Vishvassiyon
Jaag Utho Aur Mashal Lo

Dharmikta Ki Jyoti
Shastra Hai Stuti
Naare Lagaaye…

Hallelujah…

Shatru Senaa Se Humko Ladna Hai
Andhkar Ki Shakti Ko Mitana Hai

Aaye Saamne Nadiya, Parvat
Humko Badhna Hai

Buraai Ko Humein Bhalai Se Jitna Hai
Har Kimat Ko Chukaakar Imaan Rakhna Hai

Chahe Mile Nafrat,
Badnaami Daud Ko Jitna Hai

Siyon Nivaasiyon Hai Vishvassiyon Lyrics Video

Next on Your List

Yeshua Teri Aaradhana Ho Song Lyrics

Yeshua Teri Aaradhana Ho

Tu Aaja Re Song Lyrics

Tu Aaja Re Lyrics

Huzuri Teri Hindi Song Lyrics

Huzuri Teri

Likha Hoga Mera Naam Song Lyrics

Likha Hoga Mera Naam

Jeetenge Hum Jeetenge Hum Song Lyrics

Jeetenge Hum Jeetenge Hum

Duniya Ke Kone Kone Mein Song Lyrics

Duniya Ke Kone Kone Mein