Ye Duniya Badi Dharamshala

Ye Duniya Badi Dharamshala

Hindi

ये दुनिया बड़ी धर्मशाला
यहां पर कोई आ रहा है,
कोई जा रहा है

धर्मशाला पे स्टेशन लगा है,
आता जाता मुसाफिर खड़ा है।
दो घडी का है मेहमान यहां पर,
हर कारोबार चलता यहां पर।
अपनी करनी पे इतरा रहा है।
अपनी करनी पे इतरा रहा है।

यहां पर कोई आ रहा है,
कोई जा रहा है

अनंत जीवन की गाड़ी खड़ी है,
जिसमें यीशु की आशीष बड़ी है।
इस गाड़ी में अगर तू बैठा है,
अनंत जीवन का स्टेशन मिला है।
मार्ग, सत्य और जीवन है यीशु
मार्ग, सत्य और जीवन है यीशु

यहां पर कोई आ रहा है,
कोई जा रहा है

दिल न अपना लगा ले यहां पर,
थोड़ा वक्त रह गया है यहां पर।
यीशु राजा जल्द आता यहां पर,
कर तैयारी जाने की वहां पर।
ताज आसमानी पाए तू वहां पर
ताज आसमानी पाए तू वहां पर

यहां पर कोई आ रहा है,
कोई जा रहा है

Ye Duniya Badi Dharamshala

English

Ye Duniya Badi Dharamshala
Yahaan Par Koi Aa Raha Hai,
Koi Ja Raha Hai

Dharamshala Pe Station Laga Hai,
Aata Jaata Musaafir Khada Hai.
Do Ghadi Ka Hai Mehmaaan Yahaan Par,
Har Kaarobaar Chalta Yahaan Par.
Apni Karni Pe Itra Raha Hai.
Apni Karni Pe Itra Raha Hai.

Yahaan Par Koi Aa Raha Hai,
Koi Ja Raha Hai

Anant Jeevan Ki Gaadi Khadi Hai,
Jismein Yeshu Ki Aashish Badi Hai.
Is Gaadi Mein Agar Tu Baitha Hai,
Anant Jeevan Ka Station Mila Hai.
Maarg, Satya Aur Jeevan Hai Yeshu
Maarg, Satya Aur Jeevan Hai Yeshu

Yahaan Par Koi Aa Raha Hai,
Koi Ja Raha Hai

Dil Na Apna Laga Le Yahaan Par,
Thoda Waqt Reh Gaya Hai Yahaan Par.
Yeshu Raja Jald Aata Yahaan Par,
Kar Taiyaari Jaane Ki Wahaan Par.
Taaj Aasmani Paaye Tu Wahaan Par
Taaj Aasmani Paaye Tu Wahaan Par

Yahaan Par Koi Aa Raha Hai,
Koi Ja Raha Hai

Ye Duniya Badi Dharamshala Video

Next on Your List

Naam Yeeshu Ka Bhajle Song

Naam Yeeshu Ka Bhajle Song

Tere Paas Aata Hoon Song Lyrics

Tere Paas Aata Hoon

Mere Yahova Jaisa Khuda Koi Song Lyrics

Mere Yahova Jaisa Khuda Koi

Yeshu Naam Gaate Rahenge Song Lyrics

Yeshu Naam Gaate Rahenge

Panah Hindi Song Lyrics

Panah

Ek Hi Zindagani Hai Song Lyrics

Ek Hi Zindagani Hai