Saare Jahaan Kaa Ujaalaa

Saare Jahaan Kaa Ujaalaa

Hindi

बेतलहम में चमका सितारा
मजूसियों को राह दिखाया (2)
चरनी में देखो जन्म लिया है
सारे जहां का उजाला (2)

परमेश्वर का पुत्र है येशु
मानव रूप जो धारण किया
स्वर्गीय महिमा छोड़कर उसने
गौशाले में जन्म लिया (2)

पापों में डूबे हुए जहां को
पापों से मुक्ति देने वो आया
दुखों से टूटी मानवता को
अपनी शांति देने वो आया (2)

Saare Jahaan Kaa Ujaalaa

English

Bethlehem Mein Chamkaa Sithaaraa
Majusiyon Ko Raah Dikhaayaa (2)
Charni Mein Dekho Janm Liyaa Hai
Saare Jahaan Kaa Ujaalaa (2)

Parmeshwar Kaa Puthra Hai Yeshu
Maanav Roop Jo Dhaaran Kiyaa
Swargeeya Mahimaa Chodkar Usne
Gaushaale Mein Janm Liyaa (2)

Paapon Me Dube Hue Jahaan Ko
Paapon Se Mukthi Dene Vo Aayaa
Dukhon Se Tooti Maaanavthaa Ko
Apni Shaanthi Dene Vo Aayaa (2)

Saare Jahaan Kaa Ujaalaa Video

Next on Your List

Ae Masiha Tere Bina Zindagi Song Lyrics

Ae Masiha Tere Bina Zindagi

Likha Hoga Mera Naam Song Lyrics

Likha Hoga Mera Naam

Prabhu Tune Mujhe Jana Hai Song Lyrics

Prabhu Tune Mujhe Jana Hai

Pavithra Aathmaa Aa Lyrics

Pavithra Aathmaa Aa Lyrics

Yeshu Ke Charno Mein Song Lyrics

Yeshu Ke Charno Mein

Nahin Tere Jaisa Koi Yeshua Lyrics

Nahin Tere Jaisa Koi Yeshua Lyrics