Yeshu Tere Kareeb Aane Se

Yeshu Tere Kareeb Aane Se

Hindi

यीशु तेरे क़रीब आने से,
ज़िंदगी मेरी बदल गई
यीशु तेरे छूने से,
ज़िंदगी मेरी सँवर गई
तूने मुझे है बचाया,
तूने मुझे सहलाया

मैं धन्यवाद करता रहूंगा,
यीशु धन्यवाद करता रहूंगा
धन्यवाद, धन्यवाद

मैं जो पापों में डूबा हुआ था,
और तुझसे दूर हुआ था
तूने मुझे है छुड़ाया,
अपनी राह पर चलाया

मैं धन्यवाद करता रहूंगा,
यीशु धन्यवाद करता रहूंगा
धन्यवाद, धन्यवाद

यीशु ने ऐसा प्रेम जताया,
मुझको अपना बेटा बनाया
अपना लहू बहाया,
जीवन नया दिलाया

मैं धन्यवाद करता रहूंगा,
यीशु धन्यवाद करता रहूंगा
धन्यवाद, धन्यवाद

Yeshu Tere Kareeb Aane Se

English

Yeshu Tere Kareeb Aane Se,
Zindagi Meri Badal Gayi
Yeshu Tere Chhoone Se,
Zindagi Meri Sanwar Gayi
Tune Mujhe Hai Bachaya,
Tune Mujhe Sehlaaya

Main Dhanyavaad Karta Rahoonga,
Yeshu Dhanyavaad Karta Rahoonga
Dhanyavaad, Dhanyavaad

Main Jo Paapon Mein Dooba Hua Tha,
Aur Tujhse Door Hua Tha
Tune Mujhe Hai Chhudaaya,
Apni Raah Par Chalaaya

Main Dhanyavaad Karta Rahoonga,
Yeshu Dhanyavaad Karta Rahoonga
Dhanyavaad, Dhanyavaad

Yeshu Ne Aisa Prem Jataaya,
Mujhko Apna Beta Banaaya
Apna Lahoo Bahaaya,
Jeevan Naya Dilaaya

Main Dhanyavaad Karta Rahoonga,
Yeshu Dhanyavaad Karta Rahoonga
Dhanyavaad, Dhanyavaad

Yeshu Tere Kareeb Aane Se Video

Next on Your List

Jhoom Hindi Song Lyrics

Jhoom

Gane Ka Dil Aur Bajane Ka Jeevan Song Lyrics

Gane Ka Dil Aur Bajane Ka Jeevan

Main Mandir Hoon Tera Song Lyrics

Main Mandir Hoon Tera

Jhumo Naacho Kushi Se Aaj Song Lyrics

Jhumo Naacho Kushi Se Aaj

Ho Lenge Hum Yeshu Ke Sang Song Lyrics

Ho Lenge Hum

Bojh Sabke Gunah Ka Uthakar Song Lyrics

Bojh Sabke Gunaah Ka Uthakar