Jhumo Naacho Kushi Se Aaj

Jhumo Naacho Kushi Se Aaj

Hindi

झूमो नाचो खुशी से आज
यीशु पैदा हुआ (4)
यीशु पैदा हुआ – (3)

बैतलहम की छोटी नगरिया
चमका सितारा है
चरनी मे आया यीशु मसीहा
दूतो ने गया ये (2)
प्रभु सबका आया
यीशु सबका आया – (2)

राजा सब घबरा ही गये
यीशु के आने से
द्वार द्वार ढुंढ़वाया यीशु को
पाया पता ना रे (2)
यीशु राजा हुआ (3)

आनंद खुशिया आई जगत मे
यीशु के आने से
ज्योति मुक्ति आई जगत मे
यीशु के आने से (2)
मुक्ति दाता आया – (3)

Jhumo Naacho Kushi Se Aaj

English

Jhumo Naacho Kushi Se Aaj
Eeshu Paidaa Huaa (4)
Eeshu Paidaa Huaa – (3)

Bethelehem Ki Choti Nagariyaa
Chamkaa Sithaaraa Hai
Charni Mein Aayaa Eeshu Masihaa
Doothone Gaayaa Ye (2)
Prabhu Sabkaa Aayaa
Eeshu Sabkaa Aayaa – (2)

Raajaa Sab Ghabraa Hee Gaye
Eeshu Ke Aane Se
Dwaar Dwaar Dundvaayaa Yeeshu Ko
Paayaa Pathaa Naa Re (2)
Yeeshu Raajaa Huaa (3)

Aanand Khushiyaa Aayi Jagath Mein
Eeshu Ke Aane Se
Jyothi Mukthi Aayi Jagath Mein
Eeshu Ke Aane Se (2)
Mukthi Daathaa Aayaa – (3)

Jhumo Naacho Kushi Se Aaj Video

Next on Your List

Nachoonga Gaoonga Song Lyrics

Nachoonga Gaoonga

Kaun Hai Kaun Hai Song Lyrics

Kaun Hai Kaun Hai

Haan Hai Yakeen Hindi Song Lyrics

Haan Hai Yakeen

Ae Mere Badshah Song Lyrics

Ae Mere Badshah

Thu Mere Jeevan Kee Roti Hai Lyrics

Thu Mere Jeevan Kee Roti Hai

Roohe Khuda Ka Pyaar Mila Hai Song Lyrics

Roohe Khuda Ka Pyaar Mila Hai