Jaag Zara Dulhan

Jaag Zara Dulhan

Hindi

जाग जरा दुल्हन
दूल्हा यीशु आ रहा है
पापों की नींद में न सोना
दुनियां की भीड़ में न खोना
जाग जरा दुल्हन

वचनों के श्रृंगार से अपने
मन को तू सज़ा ले
रूहे पाक के वरदानों से
अपने जीवन को भर ले
पापों की नींद में न सोना
दुनियां की भीड़ में न खोना
जाग जरा दुल्हन

तेरी आँखे लगी रहे मसीह पे
तुझको लेने वो आएगा
कुप्पी में तेल ले के रहना तैयार
वरना रह जायेगा
पापों की नींद में न सोना
दुनियां की भीड़ में न खोना
जाग जरा दुल्हन

तेरी मशालें जलती रहे
कभी भी न वो बुझ पाए
जब भी देखे खुदा तुझमें
चेहरा मसीह का नजर आये
पापों की नींद में न सोना
दुनियां की भीड़ में न खोना
जाग जरा दुल्हन

Jaag Zara Dulhan

English

Jaag Zara Dulhan
Dulha Yeshu Aa Raha Hai
Paapon Ki Neend Mein Na Sona
Duniya Ki Bheed Mein Na Khona
Jaag Zara Dulhan

Vachnon Ke Shringar Se Apne
Man Ko Tu Saja Le
Rooh-e-Paak Ke Vardaanon Se
Apne Jeevan Ko Bhar Le
Paapon Ki Neend Mein Na Sona
Duniya Ki Bheed Mein Na Khona
Jaag Zara Dulhan

Teri Aankhein Lagi Rahe Masiha Pe
Tujhko Lene Wo Aayega
Kuppi Mein Tel Le Ke Rehna Tayaar
Varna Reh Jaayega
Paapon Ki Neend Mein Na Sona
Duniya Ki Bheed Mein Na Khona
Jaag Zara Dulhan

Teri Mashaalen Jalti Rahe
Kabhi Bhi Na Wo Bujh Paaye
Jab Bhi Dekhe Khuda Tujhmein
Chehra Masiha Ka Nazar Aaye
Paapon Ki Neend Mein Na Sona
Duniya Ki Bheed Mein Na Khona
Jaag Zara Dulhan

Jaag Zara Dulhan Video

Next on Your List

Pavithra Aathmaa Aa Lyrics

Pavithra Aathmaa Aa Lyrics

Sadaa Raja Hindi Song Lyrics

Sadaa Raja

Raaja Hai Mahan Yeshu Song Lyrics

Raaja Hai Mahan Yeshu

Raahon Mein Kaante Agar Hon Song Lyrics

Raahon Mein Kaante Agar Hon

Kaisa Tera Pyar Hai Song Lyrics

Kaisa Tera Pyar Hai

Raja Yeshu Aaye Hain Song Lyrics

Raja Yeshu Aaye Hain