Us Kroos Ki Kya Baat Hai

Us Kroos Ki Kya Baat Hai

Hindi

उस क्रूस की क्या बात है
जिसने है हम को बचाया
येशु मसीह ने तेरे लिए
मेरे लिए लहू बहाया

जब मै गुनाहों में डूबा हुआ था
उस क्रूस पर मेरा नाम लिखा था
येशु ने अपना खून बहा कर
उस नाम को है मिटाया
येशु मसीह ने तेरे लिए
मेरे लिए अपना लहू बहाया

जब वो चढ़ाया था उस क्रूस पर
मसीह ने कहा ए पिता माफ़ कर
माफ़ कर दे उन लोगों को
जिसने मुझे ठुकराया
येशु मसीह ने तेरे लिए
मेरे लिए अपना लहू बहाया

अब है गुनाहों से क्या वासता
मसीह संग रहूँ मै रहूँ मै सदा
पिता के ही चरणों में गाता रहूँ मै
अब ये गीत दुबारा
येशु मसीह ने तेरे लिए
मेरे लिए अपना लहू बहाया

Us Kroos Ki Kya Baat Hai

English

Us Kroos Ki Kya Baat Hai
Jisne Hai Hum Ko Bachaya
Yeshu Masih Ne Tere Liye
Mere Liye Lahu Bahaya

Jab Main Gunaahon Mein Dooba Hua Tha
Us Kroos Par Mera Naam Likha Tha
Yeshu Ne Apna Khoon Baha Kar
Us Naam Ko Hai Mitaya
Yeshu Masih Ne Tere Liye
Mere Liye Apna Lahu Bahaya

Jab Wo Chadhaya Tha Us Kroos Par
Masih Ne Kaha, “Ae Pita, Maaf Kar”
Maaf Kar De Un Logon Ko
Jisne Mujhe Thukraya
Yeshu Masih Ne Tere Liye
Mere Liye Apna Lahu Bahaya

Ab Hai Gunaahon Se Kya Vaasta
Masih Sang Rahoon Main, Rahoon Main Sada
Pita Ke Hi Charanon Mein Gaata Rahoon Main
Ab Ye Geet Dubaara
Yeshu Masih Ne Tere Liye
Mere Liye Apna Lahu Bahaya

Us Kroos Ki Kya Baat Hai Video

Next on Your List

Tere Chune Se Yeshu Song Lyrics

Tere Chune Se Yeshu

Aakaash Aur Dharti Ke Raja Song

Aakaash Aur Dharti Ke Raja Song

Koi Nahi Kar Sakega Song Lyrics

Koi Nahi Kar Sakega

Prabhu Tune Mujhe Jana Hai Song Lyrics

Prabhu Tune Mujhe Jana Hai

Sunn Lo Ye Sachchai Song Lyrics

Sunn Lo Ye Sachchai

Karta Hun Main Samarpan Lyrics

Karta Hun Main Samarpan (Pavitra Aatma Aa)