Raja Yeshu Aaye Hain

Raja Yeshu Aaye Hain

Hindi

राजा यीशु आये हैं,
सब मिलके गायेंगे,
ताली बजाएंगे,

खुशियां मनाओ, खुशियां मनाओ,
चिंता छोड़ो, स्तुति गाओ,
चिंता छोड़ो, खुशियां मनाओ।

तुम मांगो वो सुनेगा,
कमी, घटी को पूरे करेगा,
मन से बुलाने वालों के (×2)
दिल में आएगा।

खुशियां मनाओ

करूणा में अव्वल है,
माफ़ी में कामिल है,
पास तेरे रहता है वो (×2)
तू भी पास आ।

खुशियां मनाओ

आँसुओं को पोछेगा,
हाथों को थामेगा,
दिल की सारी हसरत को (×2)
पूरी करेगा।

खुशियां मनाओ

निर्बल को बल देगा,
रोगी को छू लेगा,
शैतान भी कांपेगा,
यीशु के सामने।

Raja Yeshu Aaye Hain

English

Raja Yeshu Aaye Hain,
Sab Milke Gayenge,
Taali Bajayenge,

Khushiyaan Manao, Khushiyaan Manao,
Chinta Chhodo, Stuti Gao,
Chinta Chhodo, Khushiyaan Manao.

Tum Maango Wo Sunega,
Kami, Ghati Ko Poore Karega,
Man Se Bulaane Walon Ke (×2)
Dil Mein Aayega.

Khushiyaan Manao

Karuna Mein Avval Hai,
Maafi Mein Kaamil Hai,
Paas Tere Rehta Hai Wo (×2)
Tu Bhi Paas Aa.

Khushiyaan Manao

Aansuo Ko Pochhega,
Haathon Ko Thaamega,
Dil Ki Saari Hasrat Ko (×2)
Pooree Karega.

Khushiyaan Manao

Nirbal Ko Bal Dega,
Rogi Ko Chhoo Lega,
Shaitaan Bhi Kaanpega,
Yeshu Ke Saamne.

Raja Yeshu Aaye Hain Video

Next on Your List

Khuda Ka Beta Hoon Hindi Song Lyrics

Khuda Ka Beta Hoon

Kyun Main Daroon Song Lyrics

Kyun Main Daroon

Mere Geeton Ka Vishay Tu Song

Mere Geeton Ka Vishay Tu Song

Ghatao Par Savaar Hokar Song Lyrics

Ghatao Par Savaar Hokar Song

Le Chal Mujhe 2.0 Song Lyrics

Le Chal Mujhe 2.0

Uskaa Ek Waadaa Hai Song Lyrics

Uskaa Ek Waadaa Hai Song Lyrics