Charni Mein Dekho Song Lyrics

Charni Mein Dekho Song Lyrics

Hindi

चरनी में देखो पैदा हुआ है,
मरियम का राजदुलारा (2)
आओ हम भी चलें उसका वंदन करें
हम भी चलें उसका वंदन करें – (2)
आओ तन मन धन अर्पण करें

जग के पापो को हरने को आया
हमको जीवन देने को आया (2)
परमेश्वर का पुत्र वो प्यारा
है वो हमारा प्रभु (2)

अब आओ विश्वासियों जय जय करते आओ
अब आओ हम चलें बेथलहम को
चरनी में देखो महिमा का राजा
अब आओ हम सराहें – (3)
ख्रीष्ट प्रभु को

आओ मिलकर उसको सराहें
उसकी महिमा में गीत गायें (2)
जग का वो है तारनहारा
है वो हमारा प्रभु (2)

Charni Mein Dekho Song Lyrics

English

Charni Mein Dekho Paidaa Huaa Hai
Mariyam Kaa Raajdulaaraa (2)
Aao Hum Bhee Chalein Uskaa Vandan Karein
Hum Bhee Chalein Uskaa Vandan Karein – (2)
Aao Than Man Dhan Arpan Karein

Jag Ke Paapon Ko Harne Ko Aayaa
Humko Jeevan Dene Ko aayaa (2)
Parmeshwar Kaa Puthra Wo Pyaaraa
Hai Wo Humaaraa Prabhu (2)

Ab Aao Vishwaasiyon Jai Jai Karthe Aao
Ab Aao Hum Chalein Bethlehem Ko
Charni Mein Dekho Mahimaa Kaa Raaja
Ab Aao Hum Saraahein (3)
Kreesth Prabhu Ko

Aao Milkar Usko Saraahein
Uski Mahimaa Mein Geeth Gaayein (2)
Jag Ka Wo Hai Thaaranhaaraa
Hai Wo Humaaraa Prabhu (2)

Charni Mein Dekho Song Lyrics Video

Next on Your List

Pyaar Karu Itna Pyaar Karu Song Lyrics

Pyaar Karu Itna Pyaar Karu

Adbhut Hai Adbhut Hai Yesh Adbhut Hia Song Lyrics

Adbhut Hai Yeshu Adbhut Hai

Teri Kripa Teri Daya Song Lyrics

Teri Kripa Teri Daya

Sukhi Haddiyon Ji Utho Song Lyrics

Sukhi Haddiyon Ji Utho

Teri Upasana Karu Song Lyrics

Teri Upasana Karu

Hum Hain Chune Hue Log Song Lyrics

Hum Hain Chune Hue Log Song Lyrics