Maine Puchha Prabhu Se

Maine Puchha Prabhu Se

Hindi

मैने पूछा प्रभु से
तु क्यों करता है मुझसे इतना प्यार
उसने कहा पूरे दिल से
क्योंकि तू है मेरे हाथों की रचना

मैने पूछा प्रभु से
तेरी राहों पर चलते चलते
कई बार मेरे कदम भटक गए
फिर भी न छोड़ा, तुने हाथ मेरा
तु क्यों करता मुझसे इतना प्यार

मैने पूछा प्रभु से
कई बार तुम्हें खुशी देना चाहा
ग़म के अलावा कुछ न दिया
फिर भी न छोड़ा, तुने हाथ मेरा
तु क्यों करता मुझसे इतना प्यार

मैने पूछा प्रभु

Maine Puchha Prabhu Se

English

Maine Puchha Prabhu Se
Tu Kyon Karta Hai Mujhse Itna Pyar
Usne Kaha Pure Dil Se
Kyonki Tu Hai Mere Haathon Ki Rachna

Maine Puchha Prabhu Se
Teri Raho Par Chalte Chalte
Kai Baar Mere Kadam Bhatak Gaye
Phir Bhi Na Chhoda, Tune Haath Mera
Tu Kyon Karta Mujhse Itna Pyar

Maine Puchha Prabhu Se
Kai Baar Tumhe Khushi Dena Chaha
Gham Ke Alawa Kuch Na Diya
Phir Bhi Na Chhoda, Tune Haath Mera
Tu Kyon Karta Mujhse Itna Pyar

Maine Puchha Prabhu Se

Maine Puchha Prabhu Se Video

Next on Your List

Teri Mahima Ke Badal Song Lyrics

Teri Mahima Ke Badal

Teri Kripa Teri Daya Song Lyrics

Teri Kripa Teri Daya

Tu Raaj Kare Song Lyrics

Tu Raaj Kare

Aakaash Aur Dharti Ke Raja Song

Aakaash Aur Dharti Ke Raja Song

Senao Ka Yahowa Hamare Sang Song Lyrics

Senao Ka Yahowa Hamare Sang

Stuti Par Viraajamaan Mere Khuda Song

Stuti Par Viraajamaan Mere Khuda Song