Sabse Pehle Sare Mann Se Song

Sabse Pehle Sare Mann Se Song

Hindi

सबसे पहले सारे मन से
प्रभु के राज्यों को खोजते ही रहना तुम

सब कुछ तुमको मिल जाएगा

तुम ये न कहना
हम क्या खाएंगे, हम क्या पीएंगे
हम क्या पहनेंगे, हम कहाँ रहेंगे

तेरा परमेश्वर
वह सब कुछ जानता है
और समय पर प्रबन्ध करता है, पूरा करता है

तुम सीर्फ यह करना
सारे मन से, सारे प्राण से
सारी शक्ति से, सारे दिल से

यीशु से प्रेम करना
अपने तन से, अपने धन से
अपने समय से, सारे जीवन से

Sabse Pehle Sare Mann Se Song

English

Sabse Pehle Sare Mann Se
Prabhu Ke Rajyo Ko Khojte Hi Rehna Tum

Sab Kuch Tumko Mil Jayega

Tum Ye Na Kehna
Hum Kya Khayenge, Hum Kya Piyenge
Hum Kya Pehnege, Hum Kahan Rahenge

Tera Parmeshwar
Vah Sab Kuch Jaanta Hai
Aur Samay Par Prabandh Karta Hai, Poora Karta Hai

Tum Sirf Yah Karna
Sare Mann Se, Sare Praan Se
Sari Shakti Se, Sare Dil Se

Yishu Se Prem Karna
Apne Tan Se, Apne Dhan Se
Apne Samay Se, Sare Jeevan Se

Sabse Pehle Sare Mann Se Song Video

Next on Your List

Taareef Ho Yishu Teri Song

Taareef Ho Yishu Teri Song Lyrics

Mera Yeshu Hai Kamaal Ka Song Lyrics

Mera Yeshu Hai Kamaal Ka

Gehre Pyaar Se Tune Pyaar Kiya Song Lyrics

Gehre Pyaar Se Tune Pyaar Kiya

Dhanya Dhanya Tujhko Prabhu Song

Dhanya Dhanya Tujhko Prabhu Song

Teri Mahima Ke Badal Song Lyrics

Teri Mahima Ke Badal

Le Chal Mujhe Lyrics

Le Chal Mujhe Lyrics