Taareef Ho Yishu Teri Song Lyrics

Taareef Ho Yishu Teri Song Lyrics

Hindi

तारीफ़ हो यीशु तेरी,
हालेलूय्याह तारीफ़ हो यीशु तेरी
तारीफ़ हो तेरी, कि तूने बचाया और,
किया है हम को बरी

जमा हुए हैं हम अब,
हालेलूय्याह गाते हैं मिलकर हम सब
तू ही हमारा है मंुजी और शाफ़ी,
और तू ही हमारा है रब्ब

कीच से निकाला हमको,
हालेलूय्याह किया है तूने आज़ाद
तारीफ़ अब गायें हम सब क्यों न तेरी,
और हो जाएँ तेरे गुलाम

सारे फरिश्ते एक साथ,
हालेलूय्याह गाते हैं मिलकर मुदाम
तारीफ वे करते हैं तेरी हमेशा,
और लेते नहीं हैं आराम

जाएंगे जब हम आसमान,
हालेलूय्याह गाएँगे मिलकर मुदाम
बरबत बजाके आवाज़ें मिलाके,
हम गाएंगे सुबह.ओ.शाम

Taareef Ho Yishu Teri Song Lyrics

English

Taareef Ho Yishu Teri,
Hallelujah Taareef Ho Yishu Teri
Taareef Ho Teri, Ki Tune Bachaya Aur,
Kiya Hai Ham Ko Baree

Jama Hue Hain Ham Ab,
Hallelujah Gaate Hain Milkar Ham Sab
Tu Hi Hamara Hai Munjee Aur Shaafi,
Aur Tu Hi Hamara Hai Rabb

Keech Se Nikaala Hamko,
Hallelujah Kiya Hai Tune Azaad
Taareef Ab Gaayein Ham Sab Kyon Na Teri,
Aur Ho Jaayein Tere Gulaam

Saare Farishte Ek Saath,
Hallelujah Gaate Hain Milkar Mudaam
Taareef Ve Karte Hain Teri Hamesha,
Aur Lete Nahin Hain Aaraam

Jaayenge Jab Ham Aasmaan,
Hallelujah Gaayenge Milkar Mudaam
Barbat Bajaake Aawazen Milaake,
Ham Gaayenge Subah-O-Shaam

Taareef Ho Yishu Teri Song Lyrics Video

Next on Your List

Deta Mujhko Tere Haathon Mein Song

Deta Mujhko Tere Haathon Mein Song

Hey PhatakoApne Sir Unche Karo Lyrics

Hey Phatako Apne Sir Unche Karo Lyrics

Yahowa Charwaha Mera Song Lyrics

Yahowa Charwaha Mera

Tum Dil Mein Aise Bas Gaye Song Lyrics

Tum Dil Mein Aise Bas Gaye

Mera Jeevan Mera Tan-Man Song Lyrics

Mera Jeevan Mera Tan-Man

Mere Jeevan Ka Maksad Song Lyrics

Mere Jeevan Ka Maksad