Karta Hun Main Samarpan (Pavitra Aatma Aa)

Karta Hun Main Samarpan (Pavitra Aatma Aa)

Hindi

करता हूँ मैं समर्पण
ये आत्मा और ये जीवन -2

हाथों को उठाके मैं
घुटनों पे आ रहा हूँ
शीश को झुका के मैं
दिल से ये कह रहा हूँ

पवित्र आत्मा, पवित्र आत्मा आ
पवित्र आत्मा, पवित्र आत्मा आ

तू आजा, अपनी सामर्थ में
हमें भर दे, अपने प्रेम से खुदा
तू आजा, अपनी सामर्थ में
हमें भर दे, अपनी ताकत से खुदा
तू आजा, अपनी सामर्थ में
हमें भर दे, अपनी अग्नि से खुदा

पवित्र आत्मा, पवित्र आत्मा आ
पवित्र आत्मा, पवित्र आत्मा आ

Karta Hun Main Samarpan (Pavitra Aatma Aa)

English

Karta Hun Main Samarpan
Ye Aatma Aur Ye Jeevan -2

Hathon Ko Utha Ke Main
Ghutnon Pe Aa Raha Hun
Sheesh Ko Jhuka Ke Main
Dil Se Ye Keh Raha Hun

Pavitra Aatma, Pavitra Aatma Aa
Pavitra Aatma, Pavitra Aatma Aa

Tu Aaja Apni Samarth Me
Hame Bhar De, Apne Prem Se Khuda
Tu Aaja Apni Samarth Me
Hame Bhar De. Apni Takat Se Khuda
Tu Aaja Apni Samarth Me
Hame Bhar De, Apni Agni Se Khuda

Pavitra Aatma, Pavitra Aatma Aa
Pavitra Aatma, Pavitra Aatma Aa

Karta Hun Main Samarpan (Pavitra Aatma Aa) Video

Next on Your List

Dhanyawad Ke Saath Song Lyrics

Dhanyawad Ke Saath

Khuda Ka Beta Hoon Hindi Song Lyrics

Khuda Ka Beta Hoon

Gane Ka Dil Aur Bajane Ka Jeevan Song Lyrics

Gane Ka Dil Aur Bajane Ka Jeevan

Panah Hindi Song Lyrics

Panah

Jinda Lahu Jinda Lahu Song Lyrics

Jinda Lahu Jinda Lahu

Mera Jeevan Mera Tan-Man Song Lyrics

Mera Jeevan Mera Tan-Man