Tu Mahaan Mahaan Mahaan Hai

Tu Mahaan Mahaan Mahaan Hai

Hindi

तू महान महान महान है

तेरी जय होवे सदा
सनातन तक तू राज करे
है तुझसा कोई नहीं
सिंहासन पर विराजमान
धरती गाए तेरी गुणगान
है तुझसा कोई नहीं

घुटनों पर आते हैं
जय तेरी गाते हैं
घुटनों पर आते हैं
जय तेरी गाते हैं

तू महान महान महान है
तू महान महान महान है
है तुझसा कोई नहीं

परमेश्वर है तू
जगत का उद्धार है तू
सृष्टि का रचयिता खुदा मेरा तू
आदि है तू, अंत भी तू
सारे ब्रह्मांड का बादशाह है तू

जिसने देखा यीशु तेरी ओर
पाएगा चंगा वह तुझसे
यहोवा राफा, एलोहिम है तू
संग रहने वाला खुदा है तू

Tu Mahaan Mahaan Mahaan Hai

English

Tu Mahaan Mahaan Mahaan Hai

Teri Jai Hove Sada
Sanatan Tak Tu Raaj Kare
Hai Tujhsa Koi Nahi
Sinhasan Pe Virajmaan
Dharti Gaye Teri Gungaan
Hai Tujhsa Koi Nahi

Ghutno Pe Aate Hai
Jai Teri Gaate Hai
Ghutno Pe Aate Hai
Jai Teri Gaate Hai

Tu Mahaan Mahaan Mahaan Hai
Tu Mahaan Mahaan Mahaan Hai
Hai Tujhsa Koi Nahi

Parmeshwar Hai Tu
Jag-Udhaar Hai Tu
Shrishti Ka Racheta Khuda Mera Tu
Alpha Hai Tu Omega Bhi Tu
Sare Mandal Ka Badshah Hai Tu

Jisne Dekha Yeshu Teri Aur
Paayega Shifa Tujhse Vo
Yahova Rapha Elohim Hai Tu
Sang Rehne Wala Khuda Hai Tu

Tu Mahaan Mahaan Mahaan Hai Video

Next on Your List

Yeshu Yeshu Mere Man Ko Tu Chu Song Lyrics

Yeshu Yeshu Mere Man Ko Tu Chu

Ibadat Karo Song Lyrics

Ibadat Karo

Duniya Ke Kone Kone Mein Song Lyrics

Duniya Ke Kone Kone Mein

Ibaadath Karo Uski Song Lyrics

Ibaadath Karo Uski Song Lyrics

Prabhu Tera Pyaar Song Lyrics

Prabhu Tera Pyaar Lyrics

Wafaadhaar - Vishwaasyogya Parmeshwar Hai Thu Lyrics

Wafaadhaar – Vishwaasyogya Parmeshwar Hai Thu