Mere Desh Ko Rakhna Sambhaal Kar

Mere Desh Ko Rakhna Sambhaal Kar

Hindi

मेरे देश को रखना संभाल कर

तोड़ दे नफरत की दीवार,
जगत में बहा प्यार की धार।
अगर है येशु अपने साथ,
अगर है सर पर उसका हाथ।

जय हो, जय हो, जय हो,
येशु की जय हो, भारत की जय हो।
येशु की जय हो, भारत की जय हो।

मेरे देश को रखना संभाल कर,
मेरे देश को रखना संभाल कर।
जब कोई नहीं, कहीं नहीं, तब येशु तू ही है।

मेरे देश को रखना संभाल कर,
मेरे देश को रखना संभाल कर।
हालेलुयाह
हालेलुयाह
हालेलुयाह
हालेलुयाह

देश में रहे न्याय का राज,
एक हो जाए हम सब आज।
सिखाया है येशु ने हम को प्यार,
सब को प्यार,
सब को प्यार,
सब को प्यार।

सच को पहचान, जीवन बड़ा है जान,
प्यार बंदगी, प्यार ज़िंदगी,
येशु ने वचन को यही सिखाया,
येशु ने वचन को यही सिखाया।

मेरे देश को रखना संभाल कर,
मेरे देश को रखना संभाल कर।
जब कोई नहीं, कहीं नहीं, तब येशु तू ही है।

Mere Desh Ko Rakhna Sambhaal Kar

English

Mere Desh Ko Rakhna Sambhaal Kar

Tod De Nafrat Ki Deewar,
Jagat Mein Baha Pyaar Ki Dhaar.
Agar Hai Yeshu Apne Saath,
Agar Hai Sar Par Uska Haath.

Jai Ho, Jai Ho, Jai Ho,
Yeshu Ki Jai Ho, Bharat Ki Jai Ho.
Yeshu Ki Jai Ho, Bharat Ki Jai Ho.

Mere Desh Ko Rakhna Sambhaal Kar,
Mere Desh Ko Rakhna Sambhaal Kar.
Jab Koi Nahin, Kahin Nahin, Tab Yeshu Tu Hi Hai.

Mere Desh Ko Rakhna Sambhaal Kar,
Mere Desh Ko Rakhna Sambhaal Kar.
Hallelujah
Hallelujah
Hallelujah
Hallelujah

Desh Mein Rahe Nyay Ka Raaj,
Ek Ho Jaaye Hum Sab Aaj.
Sikhaya Hai Yeshu Ne Hum Ko Pyaar,
Sab Ko Pyaar,
Sab Ko Pyaar,
Sab Ko Pyaar.

Sach Ko Pehchaan, Jeevan Bada Hai Jaan,
Pyaar Bandagi, Pyaar Zindagi,
Yeshu Ne Vachan Ko Yahi Sikhaya,
Yeshu Ne Vachan Ko Yahi Sikhaya.

Mere Desh Ko Rakhna Sambhaal Kar,
Mere Desh Ko Rakhna Sambhaal Kar.
Jab Koi Nahin, Kahin Nahin, Tab Yeshu Tu Hi Hai.

Mere Desh Ko Rakhna Sambhaal Kar Video

Next on Your List

Tera Lahoo Bada Kimti Hai Prabhu Song Lyrics

Tera Lahoo Bada Kimti Hai Prabhu

Ibaadath Karo Uski Song Lyrics

Ibaadath Karo Uski Song Lyrics

Hum Jaywant Se Hain Badhkar Lyrics

Hum Jaywant Se Hain Badhkar Lyrics

Le Chal Mujhe 2.0 Song Lyrics

Le Chal Mujhe 2.0

Kyun Main Daroon Song Lyrics

Kyun Main Daroon

Tu Pukare Main Aaoon Song Lyrics

Tu Pukare Main Aaoon