Sare Jag Mein Teri Prashansa

Sare Jag Mein Teri Prashansa

Hindi

सारे जग में तेरी प्रशंसा,
यीशु ही जीवन, यीशु ही आशा
तू ही सहारा, तू ही भरोसा,
संगीत तू ही, तू ही है भाषा

सारे जग में तेरी प्रशंसा

गाऊँ मैं गीत तेरे,
गाऊँ तेरी शान में,
आवाज़ गूंजे मेरी,
धरती और आसमान में
तेरे दम से है ये दुनियाँ,
और कुछ भी जानूँ ना

सारे जग में तेरी प्रशंसा

चारों तरफ है मेरे,
तेरी प्रशंसा का गाना,
तू मुझको लाया यहाँ,
यही है मेरा ठिकाना
यीशु तेरे वचनों से,
ही भर जाए जीवन मेरा

सारे जग में तेरी प्रशंसा

Sare Jag Mein Teri Prashansa

English

Sare Jag Mein Teri Prashansa,
Yeshu Hi Jeevan, Yeshu Hi Aasha
Tu Hi Sahara, Tu Hi Bharosa,
Sangeet Tu Hi, Tu Hi Hai Bhasha

Sare Jag Mein Teri Prashansa

Gaun Main Geet Tere,
Gaun Teri Shaan Mein,
Aawaaz Goonje Meri,
Dharti Aur Aasmaan Mein
Tere Dam Se Hai Ye Duniya,
Aur Kuchh Bhi Jaanu Na

Sare Jag Mein Teri Prashansa

Chaaro Taraf Hai Mere,
Teri Prashansa Ka Gaana,
Tu Mujhko Laaya Yahaan,
Yahi Hai Mera Thikaana
Yeshu Tere Vachano Se,
Hi Bhar Jaaye Jeevan Mera

Sare Jag Mein Teri Prashansa

Sare Jag Mein Teri Prashansa Video

Next on Your List

Ghatao Par Savaar Hokar Song Lyrics

Ghatao Par Savaar Hokar Song

Thu Mere Jeevan Kee Roti Hai Lyrics

Thu Mere Jeevan Kee Roti Hai

Likha Hoga Mera Naam Song Lyrics

Likha Hoga Mera Naam

Rag Rag Mein Tu Hai Song Lyrics

Rag Rag Mein Tu Hai

Siyon Nivaasiyon Hai Vishvassiyon Lyrics

Siyon Nivaasiyon Hai Vishvassiyon Lyrics

Prabhu Ka Haath Mere Upar Hai Lyrics

Prabhu Ka Haath Mere Upar Hai Lyrics