Yeshu Aap Rahenge Saath

Yeshu Aap Rahenge Saath

Hindi

येशु आप रहेंगे साथ,
हम कभी न होंगे निराश
आप सब कुछ संभालेंगे,
येशु सब कुछ संभालेंगे

शांतिदाता आप ही तो हैं,
सर्वशक्तिमान आप ही तो हैं
येशु आप रहेंगे साथ,
हम कभी न होंगे निराश
आप सब कुछ संभालेंगे,
येशु सब कुछ संभालेंगे

माता-पिता आप ही तो हैं,
देते सहारा आप ही तो हैं
येशु आप रहेंगे साथ,
हम कभी न होंगे निराश
आप सब कुछ संभालेंगे,
येशु सब कुछ संभालेंगे

चमत्कार करते आप ही तो हैं,
सामर्थ देते आप ही तो हैं
येशु आप रहेंगे साथ,
हम कभी न होंगे निराश
आप सब कुछ संभालेंगे,
येशु सब कुछ संभालेंगे

Yeshu Aap Rahenge Saath

English

Yeshu Aap Rahenge Saath,
Hum Kabhi Na Honge Niraash
Aap Sab Kuch Sambhalenge,
Yeshu Sab Kuch Sambhalenge

Shaantidata Aap Hi To Hain,
Sarvashaktimaan Aap Hi To Hain
Yeshu Aap Rahenge Saath,
Hum Kabhi Na Honge Niraash
Aap Sab Kuch Sambhalenge,
Yeshu Sab Kuch Sambhalenge

Maata-Pita Aap Hi To Hain,
Dete Sahaara Aap Hi To Hain
Yeshu Aap Rahenge Saath,
Hum Kabhi Na Honge Niraash
Aap Sab Kuch Sambhalenge,
Yeshu Sab Kuch Sambhalenge

Chamatkaar Karte Aap Hi To Hain,
Saamarth Dete Aap Hi To Hain
Yeshu Aap Rahenge Saath,
Hum Kabhi Na Honge Niraash
Aap Sab Kuch Sambhalenge,
Yeshu Sab Kuch Sambhalenge

Yeshu Aap Rahenge Saath Video

Next on Your List

Gane Ka Dil Aur Bajane Ka Jeevan Song Lyrics

Gane Ka Dil Aur Bajane Ka Jeevan

Yeeshu Maseeh Deta Khushi Song Lyrics

Yeeshu Maseeh Deta Khushi

Rag Rag Mein Tu Hai Song Lyrics

Rag Rag Mein Tu Hai

Yahova Mahaan Hai Sabse Song

Mere Jeevan Ka Maksad Song Lyrics

Mere Jeevan Ka Maksad

Sthuthi Prashansaa Hamaare Lyrics

Sthuthi Prashansaa Song Lyrics