Jai Bolo Jai Bolo Yeshu Masiha Ki Jai Bolo

Jai Bolo Jai Bolo Yeshu Masiha Ki Jai Bolo

Hindi

जय बोलो! जय बोलो!
यीशु मसीहा की जय बोलो!

अंधों को आंख दिया यीशु ने,
अंधों को आंख दिया यीशु ने
लंगड़ों को चला दिया यीशु ने,
लंगड़ों को चला दिया यीशु ने

जय बोलो! जय बोलो!
जय बोलो! जय बोलो!
यीशु मसीहा की जय बोलो!

कोढ़ियों को चंगा किया यीशु ने,
कोढ़ियों को चंगा किया यीशु ने
लाज़र को ज़िंदा किया यीशु ने,
लाज़र को ज़िंदा किया यीशु ने

जय बोलो! जय बोलो!
जय बोलो! जय बोलो!
यीशु मसीहा की जय बोलो!

पापों से छुड़ा लिया यीशु ने,
पापों से छुड़ा लिया यीशु ने
हम सबको बचा लिया यीशु ने,
हम सबको बचा लिया यीशु ने

जय बोलो! जय बोलो!
जय बोलो! जय बोलो!
यीशु मसीहा की जय बोलो!

Jai Bolo Jai Bolo Yeshu Masiha Ki Jai Bolo

English

Jai Bolo Jai Bolo
Yeshu Masiha Ki Jai Bolo!

Andhon Ko Aankh Diya Yeshu Ne,
Andhon Ko Aankh Diya Yeshu Ne
Langdon Ko Chala Diya Yeshu Ne,
Langdon Ko Chala Diya Yeshu Ne

Jai Bolo! Jai Bolo!
Jai Bolo! Jai Bolo!
Yeshu Masiha Ki Jai Bolo!

Kodhiyon Ko Changa Kiya Yeshu Ne,
Kodhiyon Ko Changa Kiya Yeshu Ne
Lazar Ko Zinda Kiya Yeshu Ne,
Lazar Ko Zinda Kiya Yeshu Ne

Jai Bolo! Jai Bolo!
Jai Bolo! Jai Bolo!
Yeshu Masiha Ki Jai Bolo!

Paapon Se Chhuda Liya Yeshu Ne,
Paapon Se Chhuda Liya Yeshu Ne
Hum Sabko Bacha Liya Yeshu Ne,
Hum Sabko Bacha Liya Yeshu Ne

Jai Bolo! Jai Bolo!
Jai Bolo! Jai Bolo!
Yeshu Masiha Ki Jai Bolo!

Jai Bolo Jai Bolo Yeshu Masiha Ki Jai Bolo Video

Next on Your List

Tu Hai Yahaan Song Lyrics

Tu Hai Yahan

Hey Sarvashaktimaan Song Lyrics

Hey Sarvashaktimaan Song Lyrics

Maine Puchha Prabhu Se Song Lyrics

Maine Puchha Prabhu Se

Koi Nahi Kar Sakega Song Lyrics

Koi Nahi Kar Sakega

Tu Raaj Kare Song Lyrics

Tu Raaj Kare

Nahin Tere Jaisa Koi Yeshua Lyrics

Nahin Tere Jaisa Koi Yeshua Lyrics