Tootkar Bikharne Na Dega

Tootkar Bikharne Na Dega

Hindi

टूटकर बिखरने न देगा मुझे
यीशु मसीह का प्यार
जिसने अकेला न छोड़ा मुझे
कैसा अनोखा प्यार

मां की तरह मुझे थमेगा वो
गिरने न देगा मुझे
मेरे आंखों के आंसू को पोछेगा वो
बाहों में लेगा मुझे

मेरी निर्बलता में मेरी समर्थ
यीशु मसीह का प्यार
जिसने अकेला न छोड़ा मुझे
कैसा अनोखा प्यार

मां की तरह मुझे थमेगा वो
गिरने न देगा मुझे
मेरे आंखों के आंसू को पोछेगा वो
बाहों में लेगा मुझे

यीशु आ

Tootkar Bikharne Na Dega

English

Tootkar Bikharne Na Dega Mujhe
Yeshu Masih Ka Pyaar
Jisne Akela Na Chhoda Mujhe
Kaisa Anokha Pyaar

Ma Ki Tarah Mujhe Thamega Wo
Girne Na Dega Mujhe
Mere Aankhon Ke Aansu Ko Ponchega Wo
Bahon Me Lega Mujhe

Meri Nirbalta Me Meri Samarth
Yeshu Masih Ka Pyaar
Jisne Akela Na Chhoda Mujhe
Kaisa Anokha Pyaar

Ma Ki Tarah Mujhe Thamega Wo
Girne Na Dega Mujhe
Mere Aankhon Ke Aansu Ko Ponchega Wo
Bahon Me Lega Mujhe

Yeshu Aa

Tootkar Bikharne Na Dega Video

Next on Your List

Anand Hai Anand Hai Song Lyrics

Anand Hai Anand Hai

Mera Jeevan Mera Tan-Man Song Lyrics

Mera Jeevan Mera Tan-Man

Aatma Ki Hawa Hindi Song

Aatma Ki Hawa

Yeshu Ka Lahu Saare Paapon Se Song Lyrics

Yeshu Ka Lahu Saare Paapon Se

Us Kroos Ki Kya Baat Hai Song Lyrics

Us Kroos Ki Kya Baat Hai

Kroos Par Khaas Classic Song Lyrics

Kroos Par Khaas Classic Song Lyrics