Apne Aansuon Se | Tere Charan

Apne Aansuon Se | Tere Charan

Hindi

अपने आँसुओं से मैं धोऊँ तेरे चरण
अपने आँसुओं से मैं धोऊँ तेरे चरण,
अपने बालों से मैं पोछूँ तेरे चरण।
तेरे चरण, तेरे चरण।

मेरा प्राण प्रिय है तू,
मेरा मन का मीत है तू,
मुक्ति दाता है तू,
जीवन दाता है तू।
सोने चाँदी से भी कीमती है तू,
हीरे मोती से भी खूबसूरत है तू।
मेरे यीशु, मेरे यीशु,
मेरे प्रभु, प्यारे यीशु।

तेरे आगे झुक जाऊँ,
सजदे पे सजदा करूँ,
तुझे देखता रहूँ,
तुझमें मैं खो जाऊँ।
स्वर्ग में तेरे सिवा कोई ना है मेरा,
धरती पे तेरे बिना जीवन है सूना।
मेरे यीशु, मेरे यीशु,
प्यारे प्रभु, प्यारे प्रभु।

Apne Aansuon Se | Tere Charan

English

Apne Aansuon Se Main Dhooon Tere Charan
Apne Aansuon Se Main Dhooon Tere Charan,
Apne Baalon Se Main Poochoon Tere Charan.
Tere Charan, Tere Charan.

Mera Praan Priya Hai Tu,
Mera Man Ka Meet Hai Tu,
Mukti Daata Hai Tu,
Jeevan Daata Hai Tu.
Sone Chaandi Se Bhi Keemti Hai Tu,
Heere Moti Se Bhi Khoobsurat Hai Tu.
Mere Yeshu, Mere Yeshu,
Mere Prabhu, Pyaare Yeshu.

Tere Aage Jhuk Jaoon,
Sajde Pe Sajda Karoon,
Tujhe Dekhta Rahoon,
Tujhmein Main Kho Jaoon.
Swarg Mein Tere Siwa Koi Na Hai Mera,
Dharti Pe Tere Bina Jeevan Hai Soona.
Mere Yeshu, Mere Yeshu,
Pyaare Prabhu, Pyaare Prabhu.

Apne Aansuon Se | Tere Charan Video

Next on Your List

Tere Saamne Har Ghutna Tikega Song Lyrics

Tere Saamne Har Ghutna Tikega

Ae Masiha Tere Bina Zindagi Song Lyrics

Ae Masiha Tere Bina Zindagi

Nachoonga Gaoonga Song Lyrics

Nachoonga Gaoonga

Ye Mere Dil Kyon Hai Tu Udaas Song Lyrics

Ye Mere Dil Kyon Hai Tu Udaas

Yahova Mahaan Hai Sabse Song

Mere Desh Ko Rakhna Sambhaal Kar Song Lyrics

Mere Desh Ko Rakhna Sambhaal Kar