Tu Raaj Kare

Tu Raaj Kare

Hindi

तूने किया खाली अपने आप को
छोड़ी सारी महिमा,
होकर ख़ुदा किया शून्य अपने आप को
बना मनुष्य सामान
बन गया दास सामान

मृत्यु सही, हाँ मृत्यु क्रूस की
और हुआ सबसे महान

तू राज करे, तू राज करे
तू राज करे, सारी दुनिया पे
घुटने टिकें, सारे घुटने टिकें, घुटने टिकें
येशु नाम के लिए

आसमानों में है स्थिर तेरा सिंहासन
पराक्रमी ख़ुदा
महिमा से अब फैले तेरा शासन
कदमों पे सारा जहाँ
सजदे में हर इंसान

वध जो हुआ, निर्दोष मेमना
तेरा है सार्वाधिकार

तू राज करे, तू राज करे
तू राज करे, सारी दुनिया पे
घुटने टिकें, सारे घुटने टिकें,
घुटने टिकें, येशु नाम के लिए

कल, आज और सर्वदा
येशु तू ही है ख़ुदा
कल, आज और सर्वदा
येशु तू ही है ख़ुदा

तू राज करे, तू राज करे
तू राज करे, सारी दुनिया पे
घुटने टिकें, सारे घुटने टिकें,
घुटने टिकें, येशु नाम के लिए

Tu Raaj Kare

English

Tune Kiya Khaali Apne Aap Ko
Chodi Sari Mahima,
Hokar Khuda Kiya Shunya Apne Aap Ko
Bana Manushaya Saaman
Ban Gaya Daas Saaman

Mrityu Sahi, Haan Mrityu Krus Ki
Aur Hua Sabse Mahaan

Tu Raaj Kare, Tu Raaj Kare
Tu Raaj Kare, Saari Duniya Pe
Ghutne Tike, Sare Ghutne Tike, Ghutne Tike
Yeshu Naam Ke Liye

Aasmaanoin Mein Hai Sthir Tera Singhaasan
Parakrami Khuda
Mahima Se, Ab Faile Tera Shaasan
Kadmoin Pe Saara Jahaan
Sajde Mein Har Insaan

Vadh Jo Hua, Nirdosh Memna
Tera Hai Saaradikhar

Tu Raaj Kare, Tu Raaj Kare
Tu Raaj Kare, Saari Duniya Pe
Ghutne Tike, Sare Ghutne Tike,
Ghutne Tike, Yeshu Naam Ke Liye

Kal Aaj Aur Sarvada
Yeshu Tu Hi hai Khuda
Kal Aaj Aur Sarvada
Yeshu Tu hi hai Khuda

Tu Raaj Kare, Tu Raaj Kare
Tu Raaj Kare, Saari Duniya Pe
Ghutne Tike, Sare Ghutne Tike,
Ghutne Tike, Yeshu Naam Ke Liye

Tu Raaj Kare Video

Next on Your List

Rajya Rajya Ke Log Stuti Kare Lyrics

Rajya Rajya Ke Log Stuti Kare Lyrics

Tera Anugrah Mere Liye Song

Tera Anugrah Mere Liye

Prabhu Tera Pyaar Song Lyrics

Prabhu Tera Pyaar Lyrics

Tum Dil Mein Aise Bas Gaye Song Lyrics

Tum Dil Mein Aise Bas Gaye

Bhala Pita Hindi Song Lyrics

Bhala Pita

Aaj Kaa Din Yahovaa Hindi Song Lyrics

Aaj Kaa Din Yahovaa Ne Banaayaa Hai