Aaradhna Mein Hai Chutkara

Aaradhna Mein Hai Chutkara

Hindi

आराधना में है छुटकारा
आराधना में है चंगाई

आराधना में है छुटकारा
आराधना में है चंगाई

शरीर प्राण आत्मा में शांति आनंद देता है
जान से प्यारा प्रभु

शरीर प्राण आत्मा में शांति आनंद देता है
जान से प्यारा प्रभु

प्रार्थना करे आराधना करे
वो अच्छा है कितना भला है

प्रार्थना करे आराधना करे
वो अच्छा है कितना भला है

छुटकारा पाए हमेशा
छुटकारा पाए हमेशा

मांगोगे तो मिलेगा, ढून्दोगे तो पाओगे
मांगोगे तो मिलेगा, ढून्दोगे तो पाओगे

खटखटाओ खुलेंगी स्वर्ग की आशीषें
पाओ तुम उसे अभी

खटखटाओ खुलेंगी स्वर्ग की आशीषें
पाओ तुम उसे अभी

प्रार्थना करे आराधना करे
वो अच्छा है कितना भला है

प्रार्थना करे आराधना करे
वो अच्छा है कितना भला है

छुटकारा पाए हमेशा
छुटकारा पाए हमेशा

प्रार्थना करो निरंतर, प्रार्थना करो विश्वास से
प्रार्थना करो निरंतर, प्रार्थना करो विश्वास से

धर्मी जन की प्रार्थना विश्वास की प्रार्थना
खोलती है सारे बंधन

प्रार्थना करे आराधना करे
वो अच्छा है कितना भला है

प्रार्थना करे आराधना करे
वो अच्छा है कितना भला है

छुटकारा पाए हमेशा
छुटकारा पाए हमेशा

Aaradhna Mein Hai Chutkara

English

Aaradhna Mein Hai Chutkara,
Aaradhna Mein Hai Changaii

Aaradhna Mein Hai Chutkara,
Aaradhna Mein Hai Changaii

Shareer Pran Aatma Mein Shanti Anand Deta Hai
Jaan Se Pyara Prabhu

Shareer Pran Aatma Mein Shanti Anand Deta Hai
Jaan Se Pyara Prabhu

Prarthna Kare Aaradhna Kare,
Wo Aacha Hai Sabse Bhala Hai

Prarthna Kare Aaradhna Kare,
Wo Aacha Hai Sabse Bhala Hai

Chutkara Paaye Humesha
Chutkara Paaye Humesha

Mangoge Tumhe Milega, Dhundoge Tum Paaoge
Mangoge Tumhe Milega, Dhundoge Tum Paaoge

Khatkhatao Khulengi Swarg Ki Aashishe
Pao Tum Usse Abhi.

Khatkhatao Khulengi Swarg Ki Aashishe
Pao Tum Usse Abhi.

Prarthna Kare Aaradhna Kare,
Wo Aacha Hai Sabse Bhala Hai

Prarthna Kare Aaradhna Kare,
Wo Aacha Hai Sabse Bhala Hai

Chutkara Paaye Humesha
Chutkara Paaye Humesha

Prarthna Karo Nirantar, Prarthna Karo Vishwas Se
Prarthna Karo Nirantar, Prarthna Karo Vishwas Se

Dharmi Jan Ki Prarthna Vishwas Ki Prarthna
Kholti Hai Sare Bandhan

Prarthna Kare Aaradhna Kare,
Wo Aacha Hai Sabse Bhala Hai

Prarthna Kare Aaradhna Kare,
Wo Aacha Hai Sabse Bhala Hai

Chutkara Paaye Humesha
Chutkara Paaye Humesha

Aaradhna Mein Hai Chutkara Video

Next on Your List

Tera Pyaar Hai Mahaan Song Lyrics

Tera Pyaar Hai Mahaan

Ashish De Song Lyrics

Ashish De

Mere Geeton Ka Vishay Tu Song

Mere Geeton Ka Vishay Tu Song

Yeeshu Maseeh Deta Khushi Song Lyrics

Yeeshu Maseeh Deta Khushi

Neele Aasmaan Ke Paar Jaayenege Lyrics

Neele Aasmaan Ke Paar Jaayenege

Rahoboth Ka Khuda Song Lyrics

Rahoboth Ka Khuda Song Lyrics