Pyaasa Hai Ye Jeevan Mera

Pyaasa Hai Ye Jeevan Mera

Hindi

प्यासा है ये जीवन मेरा,
पावन जल बरसा दे येशु
प्यासा है ये जीवन मेरा,
पावन जल बरसा दे येशु
जीवन जल का सोता तुम ही हो,
मन की प्यास बुझा दो येशु

प्रीत किया बनघट मैंने,
सागर को ना जान सकी
अभी यहाँ उद्धार है मेरा,
उसको न पहचान सकी
इस जग का आधार तुम ही हो, मुझको पिता से मिला दो

ओ मानव, विश्वास बाँट लो,
प्रीत यह उद्धार यह है
केवल येशु अनंत जीवन,
पाप मुक्ति का द्वार यही है
सत्य, मार्ग और जीवन देकर,
सबको तुम अपना लो येशु

सच्चाई केवल येशु है,
मुक्ति भी केवल येशु है
आत्मा मेरी रहे न प्यासी,
बहुतायत का जीवन तू है
शरण तुम्हारी आयी प्रभुजी,
राह नयी दिखलाओ येशु

Pyaasa Hai Ye Jeevan Mera

English

Pyaasa Hai Ye Jeevan Mera,
Paawan Jal Barsaa De Yeshu
Pyaasa Hai Ye Jeevan Mera,
Paawan Jal Barsaa De Yeshu
Jeevan Jal Ka Sota Tum Hi Ho,
Man Ki Pyaas Bujha Do Yeshu

Preet Kiya Banghat Maine,
Saagar Ko Na Jaan Saki
Abhi Yahaan Uddhaar Hai Mera,
Usko Na Pahchaan Saki
Is Jag Ka Aadhar Tum Hi Ho,
Mujhko Pita Se Mila Do

O Maanav, Vishwaas Baant Lo,
Preet Yeh Uddhaar Yeh Hai
Keval Yeshu Anant Jeevan,
Paap Mukti Ka Dwaar Yahi Hai
Satya, Maarg Aur Jeevan Deke,
Sabko Tum Apna Lo Yeshu

Sachchai Keval Yeshu Hai,
Mukti Bhi Keval Yeshu Hai
Aatma Meri Rahe Na Pyaasi,
Bahutayat Ka Jeevan Tu Hai
Sharan Tumhaari Aayi Prabhuji,
Raah Nayi Dikhaao Yeshu

Pyaasa Hai Ye Jeevan Mera Video

Next on Your List

Yeshua Masiha Song Lyrics

Yeshua Masiha

Chalo Mere Saath Yeshu Ke Ghar Song Lyrics

Chalo Mere Saath Yeshu Ke Ghar

Tere Bin Main Jaoon Kahaan Lyrics

Tere Bin Main Jaoon Kahaan Lyrics

Yeshu Naam Mila Song Lyrics

Yeshu Naam Mila

Tu Mera Sharnasthaan Song Lyrics

Tu Mera Sharnasthaan

Yeshu Ke Charno Mein Song Lyrics

Yeshu Ke Charno Mein