Yeshu Mere Tera Shukriya

Yeshu Mere Tera Shukriya

Hindi

यीशु मेरे तेरा शुक्रिया

यीशु मेरे, यीशु मेरे
तेरा शुक्रिया, दिल से करें
यीशु मेरे, यीशु मेरे
यीशु मेरे, यीशु मेरे -2

तेरे महान कामों को
दिल से मैं बयाँ करूँ
तूने मुझे जीवन दिया
अपना लहू बहा के -2
यीशु मेरे, यीशु मेरे…

तेरे विचार मेरे लिए
सागर की रेत से ज्यादा प्रभु
प्यार तेरा है खूबसूरत
राहें तेरी हैं सबसे हसीं -2
यीशु मेरे, यीशु मेरे

Yeshu Mere Tera Shukriya

English

Yeshu Mere Tera Shukriya

Yeshu Mere, Yeshu Mere
Tera Shukriya, Di Se Karen
Yeshu Mere, Yeshu Mere
Yeshu Mere, Yeshu Mere -2

Tere Mahan Kaamo Ko
Dil Se Main Byaan Karun
Tune Mujhe Jeevan Diya
Apna Lahu Baha Ke -2
Yeshu Mere, Yeshu Mere

Tere Vichaar Mere Liye
Sagar Ki Ret Se Jyada Prabhu
Pyaar Tera Hai Khubsurat
Raahen Teri Hain Sabse Haseen -2
Yeshu Mere, Yeshu Mere

Yeshu Mere Tera Shukriya Video

Next on Your List

Aag Mein Ek Aur Hindi Song Lyrics

Aag Mein Ek Aur

Sajda Karu Song Lyrics

Tu Hi Marg Hai – Sajda Karun

Meri Zindagi Me Aake Song Lyrics

Meri Zindagi Me Aake

Tu Hi Rab Hai Song Lyrics

Tu Hi Rab Hai

Aao Vishwasiyon Hindi Song Lyrics

Aao Vishwasiyon

Aao Milke Sthuthi Karenge Lyrics

Aao Milke Sthuthi Karenge Lyrics