Tujhsa Iss Jahan Mein (Teri Aaradhana)

Tujhsa Iss Jahan Mein (Teri Aaradhana)

Hindi

तुझसा इस जहां में और कोई है नहीं
तुझ बिन आसरा मेरा है ना कहीं।
रहूँ तेरी बाहों में प्रियतम मेरे
तू ही मेरा सर्वस्व यीशु मेरे।

आराधना तेरी आराधना
यीशु मेरे, तेरी आराधना

अर्पण करता हूँ खुद को हाथों में तेरे
धो दे मुझको तू प्रभु वचनों से तेरे
तेरी इच्छा पर ही तू मुझको चला
भर दे पवित्र आत्मा से मुझको ख़ुदा

चलता मैं रहूँ तेरी राहों पर सदा
बनके रहबर मेरा तू चलना संग ख़ुदा
तुझ पर ही बना रहे मेरा भरोसा
तू मेरी चट्टान, रहूँ तुझ में स्थिर सदा

Tujhsa Iss Jahan Mein (Teri Aaradhana)

English

Tujhsa Iss Jahan Mein Aur Koi Hai Nahi,
Tujh Bin Aasra Mera Hai Na Kahin.
Rahoon Teri Bahon Mein Priyatam Mere,
Tu Hi Mera Sarvasv Yeshu Mere.

Aaradhana Teri Aaradhana,
Yeshu Mere Teri Aaradhana.

Arpan Karta Hoon Khud Ko Hathon Mein Tere,
Dho De Mujhko Tu Prabhu Vachanon Se Tere.
Teri Ichchha Par Hi Tu Mujhko Chala,
Bhar De Pavitra Aatma Se Mujhko Khuda.

Chalta Main Rahoon Teri Rahon Par Sada,
Banke Rahbar Mera Tu Chalna Sang Khuda.
Tujh Par Hi Bana Rahe Mera Bharosa,
Tu Meri Chattan Rahoon Tujhme Sthir Sada.

Tujhsa Iss Jahan Mein (Teri Aaradhana) Video

Next on Your List

Tera Pyaar Hai Mahaan Song Lyrics

Tera Pyaar Hai Mahaan

Prabhu Ka Haath Mere Upar Hai Lyrics

Prabhu Ka Haath Mere Upar Hai Lyrics

Aaya Masih Charni Mei Tu Song Lyrics

Aaya Masih Charni Mei Tu Song Lyrics

Us Kroos Ki Kya Baat Hai Song Lyrics

Us Kroos Ki Kya Baat Hai

Maine Puchha Prabhu Se Song Lyrics

Maine Puchha Prabhu Se

Teri Krupa Ham Par Undel Song Lyrics

Teri Kripa Hum Par Undel Song Lyrics