Binti Sun Le Yeshu Pyaare

Binti Sun Le Yeshu Pyaare

Hindi

बिनती सुन ले येशु प्यारे | मोरे |
संग रहो महाराज
अब तुम राखो मोरी लाज
प्रभु जी राखो मोरी लाज

बिनती करुँ तुमसे कर जोरी
अब तो बिनती सुन लो मोरी
मोहे आशा लग रही तोरी
दर्शन दिखा दो आज
अब तुम राखो मेरी लाज

आपका मैं शहदा कहलाऊँ
आस लगी तोरे दर्शन पाऊँ
युग युग आपका मैं गुण गाऊँ
मेरे गरीब नवाज़
अब तुम राखो मेरी लाज

तुम ही हमारे नैनों के तारे
मन के प्यारे दिल के दुलारे
तुम ही हमारे तारण हारे
हमारे तुम सरताज
अब तुम राखो मोरी लाज

Binti Sun Le Yeshu Pyaare

English

Binti Sun Le Yeshu Pyaare | More |
Sang Raho Maharaj
Ab Tum Rakho Mori Laaj
Prabhu Ji Rakho Mori Laaj

Binti Karun Tumse Kar Jori
Ab To Binti Sun Lo Mori
Mohe Aasha Lag Rahi Tori
Darshan Dikha Do Aaj
Ab Tum Rakho Meri Laaj

Aapka Main Shahda Kehlaaun
Aas Lagi Tore Darshan Paaun
Yug Yug Aapka Main Gun Gaaun
Mere Gareeb Navaaz
Ab Tum Rakho Meri Laaj

Tum Hi Hamaare Nainon Ke Taare
Man Ke Pyaare Dil Ke Dulaare
Tum Hi Hamaare Taaran Haare
Hamaare Tum Sartaaj
Ab Tum Rakho Mori Laaj

Binti Sun Le Yeshu Pyaare Video

Next on Your List

Charni Mein Dekho Song Lyrics

Charni Mein Dekho Song Lyrics

Jhumo Naacho Kushi Se Aaj Song Lyrics

Jhumo Naacho Kushi Se Aaj

Rag Rag Mein Tu Hai Song Lyrics

Rag Rag Mein Tu Hai

Bhajle Bhajle Yeshu Ka Naam Song Lyrics

Bhajle Bhajle Yeshu Naam

Mere Geeton Ka Vishay Tu Song

Mere Geeton Ka Vishay Tu Song

Naam Yeeshu Ka Bhajle Song

Naam Yeeshu Ka Bhajle Song